Shooting star candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting star candlestick pattern
    Dear friend, Shooting star candlestick pattern say related buht acha knowledge share kiya hai ap ny. Ager hum is business main achi earning krna chaty hain to ap ko apny knowledge ko improve krna chaiy. In main candlesticks ka knowledge buht zarori hai. Candlesticks ap ko technical analysis krny main madad krti hain. Candlesticks humain market main buyer's aur sellers k mind k bary main btati hain. Aj main ap say jis candlestick ka knowledge share krna chata hoon, wo hai shooting star candlestick.

    Recognition:

    Dear friends, yah aik trend reversal pattern hota hai jo ap ko uptrend k khtum hony ki information daita hai. Yah inverted hammer ki tarah nazar hai. Is ko identify krna buht asan hai. Is ki pehchan hai k is candlestick ko body chuti hoti hai aur shadow body say 2, 3 gunna lamba aur oper ki taraf hota hai. Is candlestick main open aur close pass pass hoty hain

    How to trade on shooting star:

    Dear friends, yah pattern hamain aik uptrend k khtum hony ka btata hai. Is liy ager hamari already buy ki trade open hain to foran close kr daini chaiy. Is pattern ko daikhny k bad hamain sell ki trade lagani chaiy. Shooting star aik buht acha pattern hai agr ap kisi longer time frame me is ko study krny k bad trade krty hain to ap ki trade loss me jany k kam chances hoty hain.

    Stop loss:

    Dear friends, ager ap shooting star ko daikh k trade krty hain to ap ko apna stop loss is candle k tail k oper rakhna chaiy aur ager os say oper koi resistance level ho to os level k oper rakhna chaiy.

    Chart explanation:

    Dear friends, ager ap chart ko carefully study karin to ap is pattern ko asani k sath samjh sakty hain aur apny knowledge ko improve krty howy profit hasil kr sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	24
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12560947
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shooting star candlestick pattern

    Je ham trading ma different candlestick sy different type ki information hasil karty hain or es information ko ham trades ki management ma use karty hain. Esa karny sy maximum time to hamy acha market response melta hai but es ma phr bi kuch fluctuations hoti hain jo trader ka account wash karny kay laye kafi hoti hain. Famous candlestick pattern ma shooting star, hammar candlestick pattern, spinning top candlestick pattern, hanging man candlestick pattern shamil hain. Ye pattern market kay trend ko show karti hain or ye trend start ma agr trader ko mel jaye to acha profit hasil karny ma help mel sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221005-161043_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	67.4 کلوبائٹ
ID:	12425273

    Shooting Star Candlestick pattern.

    Shooting star candlestick pattern uptrend kay end par appear hoti hai or ye trend reversal ka signal mohaya karti hai. Es candlestick kay appear hony par trader ko buy ki trade ko retain kar lena chahe or sell ki trade par focus karna chahe. Particullarly agr es candlestick pattern ki formation ki bat ki jaye to es session ma market ki price high move karti hai or highest point par ja kar market apny ap ko stable ni rakh pati or fall back karna start kar deti hai. Session kay end hony sy pehle market opening point kay kareeb ah jati hai or es kay pass he end ho jati hai. Es pattern ki formation ki khas bat ye hai kay market ki highest value es pattern kay highest value kay pass pass hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221005-161028_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	68.6 کلوبائٹ
ID:	12425274

    How to trade using shooting star.

    Shooting star par trade karny sy pehle trader ko kuch point ko yaad rakhna chahe jin ko ham discuss kar letyn hain. Ee pattern par trade ma enter hony sy pehle es bat ki confirmation zaruri hai kay es sy pehle market ma bullish trend hona chahe. Es pattern par trade karny ka second point ye hai kay es kay highest point ko stop loss ki sorat ma set karna chahe. Third or more important point ye hai kay take profit kaha par set kiya jae to es kay laye shooting star ki length kay equal take profit ko set karna chahe. Forex trading ma complications bhot zayada hain or enko master karna difficult task hai.

    Thinks to remember.

    Forex chart ma almost 32 types ki candlesticks hoti hain or en ko pory ka pora learn karna bhot mushkil kam hai. Ik candlestick pattern dosri kay bhot resemble hoti or zara si mistake par trader wrong trade ma in ho sakty hain jis sy wo loss ka shikar ho saktyn hain. So kisi bi candlestick par trade karny kay laye market ki confirmation ko note karna bhot zaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Shooting star candlestick pattern

      candlestick pattern uptrend kay end par appear hoti hai or ye trend reversal ka signal mohaya karti hai. Es candlestick kay appear hony par trader ko buy ki trade ko retain kar lena chahe or sell ki trade par focus karna chahe. Particullarly agr es candlestick pattern ki formation ki bat ki jaye to es session ma market ki price high move karti hai or highest point par ja kar market apny ap ko stable ni rakh pati or fall back karna start kar deti hai. Session kay end hony sy pehle market opening point kay kareeb ah jati hai or es kay pass he end ho jati hai. Es pattern ki formation ki khas bat ye hai kay market ki highest value es pattern kay highest value kay pass pass hoti hai.chart ma almost 32 types ki candlesticks hoti hain or en ko pory ka pora learn karna bhot mushkil kam hai. Ik candlestick pattern dosri kay bhot resemble hoti or zara si mistake par trader wrong trade ma in ho sakty hain jis sy wo loss ka shikar ho saktyn hain.

      candlestick pattern say related buht acha knowledge share kiya hai ap ny. Ager hum is business main achi earning krna chaty hain to ap ko apny knowledge ko improve krna chaiy. In main candlesticks ka knowledge buht zarori hai. Candlesticks ap ko technical analysis krny main madad krti hain. Candlesticks humain market main buyer's aur sellers k mind k bary main btati hain. Aj main ap say jis candlestick ka knowledge share krna chata hoon, wo hai shooting star candlestick.candlestick sy different type ki information hasil karty hain or es information ko ham trades ki management ma use karty hain. Esa karny sy maximum time to hamy acha market response melta hai but es ma phr bi kuch fluctuations hoti hain jo trader ka account wash karny kay laye kafi hoti hain. Famous candlestick pattern ma shooting star, hammar candlestick pattern, spinning top candlestick pattern, hanging man candlestick pattern shamil hain. Ye pattern market kay trend ko show karti hain or ye trend start ma agr trader ko mel jaye to acha profit hasil karny ma help mel sakti hai.star par trade karny sy pehle trader ko kuch point ko yaad rakhna chahe jin ko ham discuss kar letyn hain. Ee pattern par trade ma enter hony sy pehle es bat ki confirmation zaruri hai kay es sy pehle market ma bullish trend hona chahe. Es pattern par trade karny ka second point ye hai kay es kay highest point ko stop loss ki sorat ma set karna chahe. Third or more important point ye hai kay take profit kaha par set kiya jae to es kay laye shooting star ki length kay equal take profit ko set karna chahe. Forex trading ma complications bhot zayada hain or enko master karna difficult task hai.


      candlestick sy different type ki information hasil karty hain or es information ko ham trades ki management ma use karty hain. Esa karny sy maximum time to hamy acha market response melta hai but es ma phr bi kuch fluctuations hoti hain jo trader ka account wash karny kay laye kafi hoti hain. Famous candlestick pattern ma shooting star, hammar candlestick pattern, spinning top candlestick pattern, hanging man candlestick pattern shamil hain. Ye pattern market kay trend ko show karti hain or ye trend start ma agr trader ko mel jaye to acha profit hasil karny ma help mel sakti hai.candlestick pattern uptrend kay end par appear hoti hai or ye trend reversal ka signal mohaya karti hai. Es candlestick kay appear hony par trader ko buy ki trade ko retain kar lena chahe or sell ki trade par focus karna chahe. Particullarly agr es candlestick pattern ki formation ki bat ki jaye to es session ma market ki price high move karti hai or highest point par ja kar market apny ap ko stable ni rakh pati or fall back karna start kar deti hai. Session kay end hony sy pehle market opening point kay kareeb ah jati hai or es kay pass he end ho jati hai. Es pattern ki formation ki khas bat ye hai kay market ki highest value es pattern kay highest value kay pass pass hoti hai.


      jin ko ham discuss kar letyn hain. Ee pattern par trade ma enter hony sy pehle es bat ki confirmation zaruri hai kay es sy pehle market ma bullish trend hona chahe. Es pattern par trade karny ka second point ye hai kay es kay highest point ko stop loss ki sorat ma set karna chahe. Third or more important point ye hai kay take profit kaha par set kiya jae to es kay laye shooting star ki length kay equal take profit ko set karna chahe. Forex trading ma complications bhot zayada hain or enko master karna difficult task hai.hota hai jo ap ko uptrend k khtum hony ki information daita hai. Yah inverted hammer ki tarah nazar hai. Is ko identify krna buht asan hai. Is ki pehchan hai k is candlestick ko body chuti hoti hai aur shadow body say 2, 3 gunna lamba aur oper ki taraf hota hai. Is candlestick main open aur close pass pass hoty haincandlestick pattern ki formation ki bat ki jaye to es session ma market ki price high move karti hai or highest point par ja kar market apny ap ko stable ni rakh pati or fall back karna start kar deti hai. Session kay end hony sy pehle market opening point kay kareeb ah jati hai or es kay pass he end ho jati hai. Es pattern ki formation ki khas bat ye hai kay market ki highest value es pattern kay highest value kay pass pass hoti hai.candlestick pattern shamil hain. Ye pattern market kay trend ko show karti hain or ye trend start ma agr trader ko mel jaye to acha profit hasil karny ma help mel sakti hai.





      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Shooting star candlestick pattern

        Walaikum assalam dear aapane bahut acchi aur detail information shooting star cantt stick pattern se related hamare Sath is form per share ki hai dear jab Ham is business mein kaam karte hain to hamen achcha profit hasil karne ke liye acche knowledge aur experience ki jarurat hoti hai aur candlesticks pattern ke bare mein jitna achcha knowledge aur experience hamare pass hota hai Ham itne hi acche tarike se market ko analysis karne mein successful hote hain aur utani hi acchi entry hamen available hoti hai aur ham achcha profit bhi hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie ki achcha knowledge aur experience hasil karte rahen dear friends main bhi aaj aapse shooting star candlesticks pattern se related hi kuchh information share karungi.

        Shooting star candlestick pattern:

        Dear friends shooting star candlestick pattern Ek bahut achcha pattern hai ismein pahli candle normal dikhti hai aur yah candle normal range mein banti hai iski price Ek range mein hi rahti hai aur fir market jab reversal movement Shuru Karti hai to koi bhi kimat usmein hamen interest Lene deti hai to hamen bhi usmein acchi entry mil sakti hai isliye market ko acchi tarike se samajhne ke bad usmein liya jaane wala hamara achcha entry point hamen forex market se achcha profit dila sakta hai isiliye hamen chahie ki shooting star pattern ko acchi tarike se complete hone ke bad iski confirmation ke bad hi is pattern per trading Karen tab Ham market se achcha profit hasil kar sakenge.

        Click image for larger version

Name:	Shooting-Star-Candle-Pattern.jpg
Views:	21
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12425287

        Recognition:

        Friends shooting star candlestick pattern Ek trend reversal pattern hota hai jo ki ab Trend ke and hone ki information provide karta hai yah pattern inverted hammer candlestick pattern ki Tarah hi dikhai Deta hai isko bahut aasani ke sath identify Kiya ja sakta hai ismein candle ki body chhoti hoti hai aur iska Shadow ya big do ya teen guna jyada hota hai aur iski week upar ki jaane bahut Hoti hai is candlestick pattern mein candles take ki opening aur closing pass pass hote Hain jiski vajah se iski identification bahut aasani se ki ja sakti hai.

        Trading Strategy of shooting star candlestick pattern:

        Dear friends jab Ham forex market mein kam Karti Hain to shooting star candlestick pattern for trading strategy ke bare mein to hamen is baat ka pata hona chahie ki Is per trading karne se pahle hamen pattern ki confirmation karne ki jarurat hoti hai aur iske साथ-साथ pattern ke complete hone ka vate bhi jarur karna chahie kyunki jab tak koi bhi pattern complete Nahin ho jata hamen vahan per acchi entry Nahin Mil sakti aur na hi Ham acche tarike se pattern ko samajh sakte hain. Friends is pattern mein maujud candle ki ek long upper side week hoti hai aur uski body ka size niche ki jaane hota hai aur body ke size se do ya teen guna jyada hoti hai body ka size niche ki jaane hota hai aur usko Ek point ka naam Diya jata hai jo ki up trend ko show karta hai lekin iski break wale point jisko tu ka naam Diya jata hai Is per Shadow hota hai aur yah hamesha real body se size mein double hoti hai aur iski body wale hisse ko 3 ka naam Diya jata hai isiliye acche tarike se is pattern ki confirmation karne ke bad is pattern ke mutabik bye ya sel ki entry lekar market se achcha profit hasil Kiya ja sakta hai.

        Click image for larger version

Name:	ShootingStarCSCO.gif
Views:	10
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12425288

        اب آن لائن

        Working...
        X