Additional Capital kay advantages aur Drawbacks.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Additional Capital kay advantages aur Drawbacks.
    Assalam o alekum dear brother Jab aap market mein working karte hue capital ki facility ko use kar rahe hote hain to ismein aapke pass yah bhi option available hoti hai ki aap ismein apni further investment kar sakte hain kyunki Jab aapko merchant call receive Hoti hai to basically vah broker ki taraf se aapko yah intimation hoti hai ki agar aap ismein apni further investment Nahin karenge to aapke liye problem ho sakte hain aur aapko margin call receive ho sakti hai isliye additional capital ke concept ko bhi acchi Tarah understand karna chahie.

    What is Capital

    Capital basically ek aisi amount hoti hai jo aap koi bhi business start karne ke liye arrange karte hain for example Jab aap market mein Koi business start karte Hain to usmein initial deposit ya aapka capital hota hai agar aap Forex trading market mein Koi business start karna chahte hain to ismein aapki investment aapke liye capital consider Kiya jata hai Jab aapko nuksan ho raha hota hai to usmein aapko kuchh aur facilities bhi provide ki ja rahi hoti hain.

    Additional Capital


    Additional capital ek aisi amount hoti hai jo aap apne capital ko increase karne ke liye utilise karte hain for example agar aap market mein trading account open karte hain aur usmein 100 US Dollars invest karte hain aur uske bad Agar aapko ismein 50 Dollars Majeed add Karne hain to yah facility bhi aapke liye available hoti hai aur aap ismein additional capital ko increase karne ke sath Apne balance ko increase kar sakte hain aur margin kal jaise factors se avoid kar sakte hain.

    Advantages

    agar aap market mein iske advantages ko study karte Hain to basically yah Kaisa important factor hota hai jismein aapka account se ho jata hai aur aap ismein further investment Karke Apne account per acchi trading position mein a sakte hain aur Market mein acche analysis Karke Apne nuksan ko bhi recover kar sakte hain aur iske Sath market mein ek acchi entry lekar apni overall trades ko profit mein convert kar sakte hain.

    Drawbacks

    Kuchh aise brokers hote hain jo aapko additional capital ki facility provide karne mein bahut jyada time spend karte hain jiski vajah se aapka pahla account completely finish ho jata hai aur additional capital ke advantages off utilise nahin kar sakte hain iske sath sath sometime market aapko farak nahin kar rahi hoti hai aur aapka additional capital bhi totally finish ho sakta hai isliye Jab aap additional capital invest kar rahe hote hain to ismein aapko hamesha soch samajhkar yah decision Lena hota hai aur Market ko acchi Tarah analyse karne ke bad additional capital ki facility ko utilise karne ki koshish Kiya Karen.

    Click image for larger version

Name:	Money Management.png
Views:	13
Size:	209.0 کلوبائٹ
ID:	12560894

اب آن لائن

Working...
X