Dynamic movement index

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dynamic movement index
    AOA

    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap khairiyat se Hain Jahan Rahe khush rahe aur main Khush rahun aur mahfuj Rahe forex trading mein vaise to bahut se indicators aur pattern kam karte Hain candlesticks pattern se Ham trade ko mumkin banate hain Ham market ki movement ko samajhne ki koshish karte Hain aaj indicator ko Ham discuss karenge vah topic hai dynamic movement index yah kis Tarah kam karte hain aur ham ise kis Tarah achcha signal hasil kar sakte hain isko understand karne ki koshish karte Hain

    DETAILS DYNAMIC MOVEMENT INDEX
    Is indicator ko Stanley krill NY introduce kiya tha yah wellder ke relative strength index ke similar hai lekin ismein fixed period ki bajay variable periods use kiye jaate Hain yah ek aisa technical indicator hai jo traders ko pairs ki overbought aur over sold situation ko determin karta Hai yah trading aur sideways mein market mein signal generate karne ke liye bhi use hota hai DMI main time period ke variably ko prices main current volatily he control Karti Hai Is Tarah price ke volatitly jitni jyada Hogi dynamic movement index price changes per utna hi sensitive hoga
    Click image for larger version

Name:	Dynamic-movement-of-changes-in-KLSE-Index-42-Statistical-test-for-data-normality-of.png
Views:	1
Size:	17.7 کلوبائٹ
ID:	12560830
    HOW TO WORK DMI
    Dynamic movement index quite or slow market mein jyada time period ko use karta Hai jabki active market mein time period Thode hote hain iska jyada se jyada time period 30 aur kam se kam 3 three hota Hai DMI integrated use waqt jyada useful hota Hai jab price support and resistance level per pahuncn kar fast move Karti hain jaise ki yah indicator jyada sensitive hote hain isliye traders RSI ki nisbat isase early entry aur exist point hasil kar lete hain iski men limitation yah bhi hai ki yah Kafi false signal bhi gernate karta hai
    Click image for larger version

Name:	41567_2022_1642_Fig1_HTML.png
Views:	1
Size:	142.5 کلوبائٹ
ID:	12560831
    HOW TO IDENTIFY OVERBOUGHTAND OVER SOLD CONDITIONS
    Jab market ki volatitly high ho to Is Tarah ke period mein yah indicator overbought aur over sold situation ki identify karta hai aur jab yah integrator 30 se below ho to isko oversold samjha jata Hai Is Tarah jab is integrator ki value 30 se up Hoti Hai To yah overbought ko show karte hain aur job market ub trend mein ya range ho to is time per agar yah oversold condition ko show karen to trader ko buy ki trade open Karni chahie aur jab market down trend mein ho to yah downtrend mein ho aur yah indicator is time per over bought state mein ho to traders ko sel ki trade open karne ka signal provide karta hai

اب آن لائن

Working...
X