Dear friends!
Forex market main trading kartay huway aik trader ki ability tab complete hoty hai jab wo market chart pay reversal trends ki direction aur movements ko samjhnay main success hota hai. Market ko samjhna he asal main traders ki success hai na k ziada say ziada capital say success hasil hoty hai.
Market chart ko candlestick pattern ki help say samjha aur acha result hasil kiya ja sakta hai. Aj k is topic main ham aik aisay he chart pattern ko read karaingay aur smajhaingay jisko follow kartay huway ham market price ki reversal movements ko samjhtay huway aik long-term entry say acha profit hasil karnay main kamyab ho saktay hain, jisya traders Bearish Engulfing chart pattern kehtay hain. Bearish Engulfing cahart pattern ka use kartay huway traders market main kam say kam risk k sath acha reward hasil kar saktay hain jo k sab kuch details k sath darj zail main hai.
What is a Bearish Engulfing Pattern, and How Does it Work:
Jab chart pay price aik long-term trend k baad reversal start laity hai to tab chart pay Bearish Engulfing chart pattern appear hota hai, jo is trend ko finish karnay aur usk against trend ko start honay ka signal aur confirmation daita hai. Bearish engulfing chart pattern k appear honay k baad price kuch ranges start karty hai aur sath he kisi big news k baad price fall hona start hoty hai jisko follow kartay huway professional traders market chart pay apni entry aur proper stop loss ki help say achi earning ko possible banatay huway market main trading say bahut kuch seekhtay aur earning kartay hain.
Bearish Engulfing Pattern Trading:
Bearish engulfing chart pattern k sath trading karnay k liye traders different kisam k views daitay huway trading kartay hain. Market price ko smajhna aur usk sath trading karnay k liye kabhi bhi price pay is pattern k confirm honay say pehlay entry ko pick nai karna chaye, qk market kabhi kabhaar kuch correction k baad again bullish start lay sakty hai jisk baad price chart ko follow na kartay hwuay hamara stop loss bhi hit honay k chances ban saktay hain.
Bearish engulfing candle pattern k sath trading karnay say pehlay kuch confirmations ka hona bahut ziada zaruri hota hai jo k darj zail main hai:
1. Bearish engulfing candle k appear honay ka wait karna chaye.
2. Apni soch ko wait k liye open rakhna chaye.
3. Support level ko broke honay ka wait karna chaye.
Agar ham trading entry hasil karna say pehlay in rules ko follow kartay hain to ham kam say kam risk k sath big reward hasil karnay main kabhi bhi nakaam nai ho skatay hain.
Shukrya.