Forex market Main marubozu kasa Kam Karta Hai.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market Main marubozu kasa Kam Karta Hai.....
    Marubozu Candlestick Pattern :A

    slam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Marubozu candlestick pattern aik single bearish pattern hota Hy hai . Ye basically aik seedha forward formation Hoti Hy candle ki jis ko find out karna bohot asan hota hai . In candles ki total teen iqsaam Hoti hen Jo darj zail hen .






    * Marubozu open

    * Marubozu close

    * Marubozu full


    Marubozu Definition

    Marubozu do kisam ki hoti hai bearish marubozu or bullish marubazu. Ye candle market ma banti hai to eska ye matlab hota hai k buyer ya seller market ko dominate kar chuky hai or wo apni marzi sy markrt ko move karwany ma kamyab ho jaty hain. En candles ki pehchan ye hai k ye full red ya green color ki hoti hai. Es candle ki body bhot large hoti hai es ma kio wick ya shadow ni hota. Market ma ye candle ban jae to eska matlab ye hota hai k market mazeed es direction ma move karny wali hai or trader es direction ma apni trades ko open kar sakty hain.



    Bearish Marubozu

    Bearish Marubozu ki sorat sell ki trade open Bearish Marubozukarni chahe or stop loss ko marzu bozu candle k open point par set karna chahe. Busllish marubozu ki sorat ma buy ki trader open karni chahe or stop loss ko marubozu candle k opening point par set karna chahe. Jo trader market ki direction ma trade karty hain wo he kamyab hoty hain or jo market k against chalny ki khosis karty hain wo hamesa apna account he wash karwa bethty hain. So forex trading ma candles ki pehchan bhot zaruri hai. Jo trader forex ma candlestick ko consider ni karta or tokky sy trades ko open karta hai wo kbi kamyab ni hota. So traders ko chahe k wo demo ma candlestick pattern ko observe karyn



    Bullish Marobozo

    Jab bullish trend main new session main candle bar reversal ki bajaye same direction main yani up side open ho ker movement shuru kary aur musalsal white bany, yahan tak keh end of the day ye long white candle bany, aur sirf white body per mabni ho, iska opening point he iska low ho aur iska closing point iska high ho to ye white marobozo candle kehlaye gi. Jo hamain ye batati hay keh market kay open hony say closing tak buyers ka is per pressure and control raha jis waja say ye bullish rahi.



    Marubozu Ki Formation

    Jahan tak Marubozu open ka taluq hai , opening price flat honi chaiye aur price ka action sirf aik direction par hona chaiye liken Marubozu complete candlestick k differ dusri taraf band hony wali price high/low sy different ho sakti hai . Marubozu close candle jo hai wo Marubozu open k opposite hai aur close wali flat honi chaiye . Jab k price action thora sa dusri side move ho sakta hai , is sy pehly k yeh aggressively trading shuru kr dy . Marubozu candlestick pattern k sath trading kisi bhi din koi chart lein aur ap marubozu candle stick pattern ko is ki kisi aik shape mein dekh saken gey . Neechy attached picture me dakha ja skta hai jahan ap bullish marubozu open candlestick dekh sakty hein .
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X