Ichimouko kinko hyo indicator and Relative Strength Index.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimouko kinko hyo indicator and Relative Strength Index.
    Assalamu Alaikum dear junior member Jab aap Forex trading market mein kamyabi hasil karne ke liye regular basis per kuchh important factors ko study kar rahe hote hain to ismein indicators ki bahut hi important factor hota hai jo aapke liye ek acchi guidelines provide kar sakta hai Jab aap market mein different indicators ko study karte Hain to ismein ek bahut hi important aur familiar indicator hota hai jisko aap ichimouko kinko hyo naam se jante Hain.

    Ichimouko kinko hyo

    Yah ek aisa important indicator hai jisko develop karne mein almost 30 years lag Gaye the aur is per bahut jyada practis karne ke bad is system ko introduce karvaya gaya tha yah system bahut hi important aur powerful system hota hai Jab aap market mein different pairs per trading kar rahe hote hain to definitely koi bhi indicator 100% reliable Nahin hota aapko hamesha yah indicator Kisi bhi acche movement Karne wale Pair per utilised karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	Ichimoku Kinko hyo 1.png
Views:	9
Size:	122.2 کلوبائٹ
ID:	12560409

    Application of Area

    Dear market me working at the indicator go properly profitable banana chatting already utilized indicator essay commodities for use karna chahiye gin ke market movement bahut jada hoti hai gin commodities or metals key market volatility maximum thyroid ke liye most important plate farm provide kar sakta hai.

    Relative Strength Index

    Relative strength index indicator bhi ek bahut hi important indicator hota hai jo aapke liye bahut hi important platform provide kar raha hota hai basically yah indicator aapko do different levels ki identification provide kar raha hota hai jiski base per aap market mein entry Le sakte hain aapko hamesha market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye consistancy is platform per focus karna hota hai aur aapko market mein regularly basis per apni analysis ko increase karna hota hai aur iski base per market mein aapko acche result develop karne hote Hain.

    Importance

    Market mein jitne bhi indicator available hai unki definitali apni importance hoti hai lekin koi bhi indicator 100% reliable Nahin hota isliye aapko hamesha risk management ke rules and regulations ko jarur focus karna hota hai aur iske mutabik apna working karna Hoti hai Mani management aur risk management ke rules ke mutabik working Karen iske against kabhi bhi na jaaye.

    Click image for larger version

Name:	Relative Strength index.png
Views:	32
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12560408

اب آن لائن

Working...
X