Dear Pakistan's forex forum mebers, and friends!
Forex market main trading karnay k liye hamaray pass jitni ziada perfect startegies honge ham market main utna he deeply interest rakhtay huway success ko hasil kartay jayngay. Kuch traders yeh samjhtay hain k market main aik baar achi earning karnay say unko success ka hasil hona bahut easy ho jata hai, laikin aisa kuch bhi nai hai is market main trading kartay hwuay professional traders ko bhi big losses ka samna karna parta hai.
Aj k is topic say ham kuch aisi technically strategies ko learn karaingay jisko follow kartay huway na sirf hamain losses ka kam say kam samna hoga balk ham is ko follow kartay huway achi earning ko bhi possible bana kar success ko hasil kar saktay hain, jo k sab kuch details k sath darj zail main hai.
Identifying the Current Trend:
Market main entry ko pick karnay k liye sab say pehlay achay aur professional traders ki yahi soch aur yahi smajh honi chaye k market main price ka trens kiya hai aur sath uska current trend kiya hai, agar traders chart pay sab say pehlay is baat pay amal kartay hain to unk success ki 1st positions start ho jayege.
Market main prices k chart k trend ko find karnay k liye traders bahut saray tools ka use kartay hain jis main bahut saray aisay technical indicators hain jinki help say trend ko samjha bhi ja sakta hai aur unko confirm bhi kiya ja sakta hai.
Opportunity:
Market price k trends ko find karnay k baad traders k liye ab next step start hota hai k kis positions pay price ko sell ya buy karnay say market main achi earning possible ho sakty hai aur kaisay is hissab sa entry hasil ki jaye jis say kam say kam loss ka samna ho.
Us k liye har aik traders k pass sab say achi aur best support yahi hoty hai k chart pay kuch aisay technical indicators ko apply kiya jaye jis say is baat ki identified hoty hai k price kis support ya resistance levels pay movements kar rahi hai, agar to price chart pay trend k hisaab say bullish hai to indicators ki help say kisi resistance levels say rejectin honay pay sab say achi entry ka intekhaab ho skata hai jo kisi achay aur long-term profit say kam nai hoga.
Entry Method:
Forex market main agar ham step by step chart ki calculaton aur movements ko samjhtay huway trades kartay jayengay to ham kbhi bhi apni trades ko trapes hotay huway nai daikhangay, sab say pehlay trends ko find karnay k baad opprtunity aur usk baad entry method ko hasil karna is liye zaruri hota hai qk kabhi kabhi chart pay fake movements bhi hoty hain jis say agar ham entry method ko use nai kartay hain to ham trades say loss k ilawa aur kuch bhi hasil nai kar sakaingay, is liye best yahi hai k hamain entry method ko use karnay k liye candles ki clsoing aur confirmations ka wait karnay k liye apni true entry ka use karnay say success ko hasil karna chaye.
Agar ham in chand aik rules ko follow kartay huway market main entry laitay hain to aik acha result achay profit k sath hasil kiya ja sakta hai.
Shukrya.