Retracement breakout Trading Strategy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Retracement breakout Trading Strategy.
    Dear friends Retracement breakout trading bhi aik bahot munafa bakhash karo bar hea Agar retracement ko analysis kar kay aur samajh kar trading ki jaaye to bahot he acha trading result mil sakta hea friends market mein apne support level aur resistance level ko breakout kerty hain aur us k baad apni movement continue rakhty hain tou aisi situation mein humein bohat zyada profit aur loss bhi ho sakta hai agar market humari pair mein hoti hai tou aisi situation mein hum bohat ziyada advantages hasil ker sakty hain in yea advantageous keys hasil karny hean yea aap per muhasir hea.

    Click image for larger version

Name:	images (84).jpeg
Views:	1
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12560252

    How Retracement Occurs.

    Dear friends kisi bhi commodity ya currency pair kay long down trend ya up trend kay baad market aik retracement leti hea jis ko judge kar kay agar trading kee jay to aik uumda entry lee is sakti hea dear ub is kee mazid wazahat
    Karty hean friends jub market kuch time k liye apny trend ko change ker leti hai aur us k opposite direction mein chaly jati hai lekin ye sab kuch aik khaas time k liye hota hai us k baad is mein phir se wahi trend start ho jata hai kuch log retracement aur reversal ko aik jesa he samjh lety hain lekin aisa nahi hota reversal mein trend bilkul he opposite ho jata hai lakin retracement main aisa hota zaroor nai hea.

    Click image for larger version

Name:	images (91).png
Views:	23
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12560253

    Duration of Retracement.

    Dear friends agar baat kee jaye ke market ka retracement kitne duration ka hota hai to aap ko batana Chahunga kay
    Market bhot short time k lae he retracement mode main ati hai friends Market aksar correction k bad main trend ma wapas chali jati hai his kee wajha say market aik retracement leti hea is liye traders ko market retracement k time par market ma achy entery point ko find karny ki khosis karni chahe dear Jo trader market ki retracement ko judge karny ma kamyab ho jata hai esk lae profit ko find karna easy ho jata hai.

    Importan information.

    Dear friends market ki retracement ko samajhna hur
    trader ke bus Ki baat nahin hoti is liye sirf aap ko Jab tak proper trading techniques ko use karna nahi aata tab tak aapko trading means ke retracement breakout trading Nahin Karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	images (83).jpeg
Views:	4
Size:	50.6 کلوبائٹ
ID:	12560254

اب آن لائن

Working...
X