Pending orders Kis waqt use karna chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pending orders Kis waqt use karna chahye?
    Pending orders Kis waqt use karna chahye?

    Assalam o Alaikum Dear Members forex trading me pending order ka bhi use kea jata ha instant order execution ke sath pending order ko use karne ke aik time hota ha jub traders ko market ki accurate price jaha par order open karna hota ha wo agr current price par na mile tu traders pending order ka use karte hain for example traders ne usdjpy me analysis kea ha tu analysis karne se traders ko buy ka aik entry point milta ha 100.35 ki price par laikin market ki current price 100.80 par ha tu traders Apne analysis ke mutabik 100.35 par buy limit ka pending order open kar de ga jub price 100.35 par aye gi tu automatically buy ka order open ho jaye ga.

    Click image for larger version

Name:	5.jpg
Views:	4
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12560194

    Pending Orders ke Faidy:-

    pending ordar ky boht sy fady hain hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky isy use karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kawr sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham pani amrzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt din main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala aik real business hain ham isy apna life time professionl bana sakty hain agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio or lalach ki waja sy hota hain
    pending order ka use karke ap Apne kafi time ko save kar sakte hain ap ko apni price jaha par order open karna hota ha ap ko wait nehi karna parta ha ap pending order ka use kar letay hain

    Pending Orders ki Types:-

    Forex trading mai order ki main two types hain. Aik order type instant execution ki soorat mai hota hai jo by default MT4 trading terminal kay order box mai select hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai issi tarah traders ko ye bhi khayal rakhna parta hai kay kiss waqt konsa order place kerna unn kay liye theek rahey ga kiyu kay MT4 trading terminal pay traders ko her Tarah kay option diye jatey hain jinn say traders apni sahoolat kay mutabiq faida uthatay hain. Dusri order type pending orders ki hoti hai jiss ka Matlab yeh hota hai kay traders apnay order ko pending ker laitay hain aur aik makhsus price ko select ker laitay hain apnay stop loss aur take profits select ker laitay hain aur jabb market price uss point ko hit kerti hai tou woh oreder pending say active hojatey hain. Pending order ki further sub types bhi hoti hain. Pending order say traders ko her waqt market ko watch nahi kerna parta hai aur traders ko order place kernay aur entry point miss kernay ki bhi tension nahi rehti hai

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	18
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12560195

اب آن لائن

Working...
X