Shooting star candlestick pattern !!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting star candlestick pattern !!
    shooting star candlestick pattern aik technical chart pattern hai .yeh bearish candlestick pattern bhe kehlata hai.es pattern ki nishani ye hai keh es pattern ki candles ka long upper shadow small or little lower shadow real body of candles aur yeh pattern din ke end per hamein market mein nazar ata hai.yeh pattern hameiun uptrend ke baad nazar ata hai.yeh pattern hamein tub nazar ata hai jub aik session band aur dosra open hone wala hota hai.price advance period ke waqt hamein es pattern ki candles banti nazar ati hain. es pattern ki opening price eski closing price ke shooting star candle ki real body ke dugney size ke equal hoti hai.real body ke neechey koi shadow nazar nhi ​​ata.




    Trading With Shooting Star Candlesitck !


    Hshooting star potential price ke top aur reversal ko zahir karta hai.dear brother yeh pattern three candles per mushtamil hota hai.shooting star candlestick pattern inverted hammer pattern ki tarah nazar ata hai.but inverted hammer downtrend mein paya jata hai jub keh shooting star uptrend mein paya jata hai.es pattern ki candles ki lower body small aur wick bhe small hoti hai.ab shooting star candle ki long upper wick represent kjarti hai keh es time period per market mein buyers ka pressure hai lakin phir lower small wick ki vaja se Seelers pressure ko increase karna start kar dety hain aur es tarah market per sellers ka control a jata hai es liye hum es pattern ko reverse of bearish pattern kehtey hain.es tarah trader es pattern ko identify karke es per apni trade open kar saktey hain.



    ​Limitation?

    es pattern ki single bullish candle market trend ko control nhi kar sakti aur phir sellers market ka conbtrol hasil kar letey hain.esi vaja se trend ki confirmation zroori hoti hai jo aik mushkil kaam hai.shooting star ke baad selling shoro ho jaati hai ;but hamein es ke time period aur limit ke barey mein maloom nhi hota jiski vaja se confusion hoti hai.

اب آن لائن

Working...
X