Aslam o alaikum members. Umeed karti hun k ap sab achy houn gey. Aj mein ap sab k sath aik boht important topic share karun gi . Yeh pattern trading k liye boht zada zaroori hai. Is pattern ki madad sey hum apni trading ko achi tarah barha sakty hein. Aj mein ap sab sey bullish and bearish engulfing pattern k bary mein apni knowledge share karun gi.
What is Bullish Engulfing pattern ?
Dear members bullish engulfing pattern bhi forex mein aik khas type ka pattern hai. Jab market downward move kar rahi hoti hai tou downside par aik bearish candle close hoti hai. Is k baad agar bullish candle close ho tou bearish candle ko full cover kar k us sey oper close hojaye then yeh two candles ka pattern bullish engulfing pattern kehlata hai.
What is Bearish Engulfing pattern ?
Dear members bearish candlestick pattern har members and traders k liye boht hi acha pattern hai kyun k is pattern ko jo bhi log follow karty hein tou boht acha profit ho sakta hai. Is pattern mein hamesha uptrend k baad market fully down position par ati hai. Is pattern kuch is tarah ka hota hai jab last bullish candle banti hai then us k baad aik bearish candle banti hai jo previous bullish candle k down par aaik close hoti hai. Is k baad jab aik bearish candle bany then wahan par hen sell ki boht he achi opportunity milti hai. Agar hum is pattern ko pehchanty houn gey then is pattern ko follow kar saken gey.
Explanation :
Dear members time frame ki boht zada importance hoti hai. Agar kisi bary time frame means H4or D1 mein then yeh pattern bany tou long term k liye us engulfing pattern k mutabiq trade laga dia karen. Hamen long term k liye faida ho sakta means pattern seekhny k liye koshish karen then trading mein kafi madad milti hai and achi trading kar saken gey.