Aslam o alaikum
- Introduction
I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge or achi trading kr rhe ho gy or acha profit bna rhe ho gy. Hme trading shuro krne se phly buht si malumat ki zrurt hoti he jis ki madad se hm achi tradig kr skte he. Aj hm jis option k bary me bt kre gy wo ue he. Sawp. Rollover. Rebate. Spread.
How to swap,,,,
Dosto sb sa phly main aapko swap ki kuch information dena chahti hun. Swap basically interest rate ko kaha jata hain. Jab aap Forex trading market mein apna account kisi Broker kay sath open kr rhy hoty hain, tu us main aap kay pas ya option available hoti hain, kay aap swap account ya phir swap free account open krna chahty hain.Liken receivable interest ki ratio minimum aur interest payable ki ratio zyda hoti hai. Jab bhi aap apni trade aik night sa zyda duration kay liye hold krty hain, tu usk against aap ko interest receive hota hai ya pay krna hota hain. Liken maximum people swap free account hi open krty hainor isi hm swap ka nam dy gy.
How to rollover ,,,
Dosto Swap kay bad aap ko rollover ki detailed information dena chahti* hun. Dear members rollover ki agr aap Explaination krna chahty hain, tu basically ya swap hi hota hain. Agar aap swap kay concept ko properly samjh jaty hain, tu aap is ko rollover ka name bhi da sakhty hain. Rollover ki complete information aapko pata honi cheye k ue kya kam deti he. Or is ko hm rollover ka naam dy gy.
How to rebate ,,
Dosto Broker aapko rebate dety hain, Rebate aik broker's facility hoti hain. jo client ko offer ki ja rahi hoti hain. Is facility main aap jitni zyda lot lagaty hain, aap ko itna zyda rebate milta hain. Basically rebate client ki income hoti hain. For example jab aap instaforex kay sath apni investment krty hain, tu aap all over the day trading krty rehty hain. At the end of day aap na jo trades ki hoti hain, unka jitna bhi commission js ko spread kaha jata hai, us ka 50 Percent next day ko rebate ki shape main refund kr dia jata hai. Jo members zyda sa zyda Voliume ki trades open krty hain, uny itna hi zyda rebate milta hai. Liken sary brokers rebate nahin daty hain
Sapred kia Hy ,,,
Dosto ab hm spriad k bare me bat kre is me me apko btana chahti ho kBrokers ki earnings spread hi hota hain. Jab aap kei trade open krty hain, tu her trade main aik minor Percentage broker ko dena hoti hain, jo Broker ki income hoti hain, is ko forex trading market mein spread kaha jata hai. Jab aap spread ko count krty hain, tu ask price and bid price kay difference ko calculate krna hota hain. Maximum trades open krny per aapko zyda spread dena hota hai.is ko hm spread ka naam dy gy.