Commodity Channel index

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commodity Channel index
    Commodity Channel index overbought/ oversold




    jab trader ko trading kay ley trend plan kay ley commodity channel index trading mein entry ke planning kay ley aik indicator kay esharay ke zaroorat hote hey to aam tr par scillator zahain mein atay hein oscillator indicator ko aik tabkay ke zarorat hote hey jo keh kese central line kay opar ya nechay montakel ho saktay hein forex market mein price ko track karnay kay ley design kea geya hey aaj hum commodity channel index ka jaiza lein gay jo keh aik makbol 2 higher trading indicator hein or es bat ka tabdala karen gay keh hum esay trend mein wapce kay ley kaisay estamal kar saktay hein
    Click image for larger version

Name:	Trade_Forex_With_The_CCI_Indicator_body_Picture_1.png
Views:	3
Size:	41.8 کلوبائٹ
ID:	12559958


    reading commodity channel index



    ager price pehlay say he dosray oscillator jaisay RSI say wakef hein to ho sakta hey to commodity channel index k parhnay say bhe wakef ho saktay hein dono indicator trader overbought or oversold level ko zahair karnay kay ley mathematical masawaat ka estamal kartay hein opar ke tassweer mein hum en levels ko commodity channel index mein estamal kar saktay hein
    commodity channel index overbought level kay ley 100+ ke kadar ka estamal karta hey 70 ya 80% time commodity channel ke kadren overbought ya versold honay wale levels kay darmean mein fall ho jate hein es ka matlab hey keh trader kokese aik manzar namay ka intazar kartay hvay sabar karnay ke zaroorat hote hey jaisa keh dosray overbought or oversold honay wallay indicator or evels kay darmean mein gerte hey es ka matlab trader kese aik manzar namay ka intazar kartay hein yeh jantay hvay trend trader ke base mein wapes lotay hovay indicator kay en points mein say kese aik say bahar janay ka intazar kartay hein aay gold XAUUSD par strong trend ka estamal kartay hovay aik mesal ko daikhtay hein
    Click image for larger version

Name:	Trade_Forex_With_The_CCI_Indicator_body_Picture_2.png
Views:	1
Size:	73.6 کلوبائٹ
ID:	12559959


    GOLD & CCI



    or hum nay gold kay daily graph CCI ka estamal kartay hovay aik mesal ka analysis kartay hein dollar ka recently strong honay ke wajah say or yeh jantay hovay keh GAOLD KE price aam tor par kam ho rehe hey trend wallay trader ko sell ke new position ko open karnay kay let abore hasell hona chihay down trend mein CCI ke entry kay ley time ke entry ka basic tareka hota hey indicator kay 100+ reading ka opar janay ka intazar karna chihay or jab CCI wapes 100+ say nechay chala jay to trader trade mein enter hon gay es tarah versold kay tahat read ke confirmation hote hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

اب آن لائن

Working...
X