Bollinger Bands Settings On A 15-Minute Chart.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger Bands Settings On A 15-Minute Chart.
    Dear friends!
    Forex market main trading karnay k liye traders ko market chart ko analyze karnay k liye kuch technical indicators ki zarurat hoty hain jinko follow kartay huway market chart pay prices ko unk trends k hisaab say read aur count kiya jata hai,
    Aj main apk sath aisay he indicators k baray main discuss karna wala hoon jinko follow kartay huway bahut saray traders ko faida hasil hoga. Bolinger bands technical indicator bahut he famous indicator hai jisko John Bollinger nay creat kiya tha, is indicator ki help say traders market chart main price ko sell ya buy karnay ka signal hasil kartay huway achi trades say profit hasil kartay hain aur loss ko kam kartay huway market ki judgement karaty hain.


    Background on Bollinger Bands:


    bollinger bands indicator ko sir John Bollinger nay market ki measure market volatility ko judgemnt karnay k liye iski creation ki, jis say traders market main achi aur time pay entry aur exit hasil kartay hain. Is indicator main moving averages k component use kiya gaye hain. bollinger Bnads indicator ki help say traders market prices k past ko bhi calculate kar saktay hain aur future trading ka bhi ideas hasil kar saktay hain. Bollinger Bands indicator ko 3 lines k sath devide kiya jata hai, sab say ooper wli line price k up honay ko identified karty hai, center wali line simple moving averages hotay hai aur sab say neechay wali line price k sell honay ko calculate karty hai.


    How To Set Up The BB Settings On Your Platform:


    Bollinger Band indicator ko chart pay select karna bahut he asaan hai, agar traders Metatrader4 use kartay hain to unk liye yeh aur bhi ziada simple hai k sab say pejlay hamain koi bhi currency choose karna hoty hai, jaisa k EUR/USD to usk baad ham indicator wali window main entr hongay aur indicator ki selection main ham Bollinger Bands indicator ko choose kartay huway usko select karaingay aur jaisay he ham selection ka button press kartay hain chart pay is indicator ka apply mumkin ho jayega.


    When Can I Buy And Sell Based On The BB Setting:


    Bollinger Bands 2 deviations line k sath 20 times moving averages k sath creat kiya gaya hai is liye jab prices 80% tak pounch jaty hain tab is indicator ka perfect signal 15 minutes time frame pay perfect clear hota hai, jisko follow kartay huway ham market chart pay aik acha aur profitable signal hasil kar saktay hain aur mazeed market kii judgement karnay main bhi success ho skatay hain.


    Click image for larger version

Name:	bands1.png
Views:	1
Size:	558.3 کلوبائٹ
ID:	12559930

    Click image for larger version

Name:	bands2.png
Views:	1
Size:	152.8 کلوبائٹ
ID:	12559931

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X