Dear friends, forex trading main market ki moments aur is kay reversals ki moves ko pick karnay kay liay trader boht saray indicators use karty hain, is tarah trading main market kay trend reversal ko find karna easy nhi hota is kay liay trader ko support aur resistance ko thoroughly observe karta hai wo ye janany ma kamyab ho jata hai kay market ka trend reversal kb occur hony wala hay, jab market top resistance level ko touch kar ley to ham sell ki trade ko open karny ko prefer karty hain, isi tarha jb market bottom support par ponch jae to trader buy ki trade ko open karny ko prefer karty hain
Phases of trend reversals:
Trend kay reversals kay baray ma achi information hasil karnay k liay kafi saray indicators available hotay hain jo hmain trend ki strength aur weakness ki b information daitay hain, normaly trend reversal kay three phases hotay hain first ma prices certain support aur resistance level ko break karti hain, jab kay second phase main prices support aur resistance sa below ya above moment continue karti hain, 3rd aur final phase ma prices opposite direction ma moment start kar daiti hain jisay revesal kehtay hain, agr hm reversal indicators ko properly use karna seekh lain to expert trader bn saktay hain,
Use of indicators to find trend reversal:
Forex market main trend reversal kay baray main ontime signal hasil karnay kay liay leading indicators ko use kar kay proper information hasil kar saktay hain in main moving average indicator, MACD indicator, stochastic oscillator aur alligator indicator wagera use kar saktay hain. ye indicators hmain new trend ki reversal start honay ma achi aur latest information daitay hain jin sa trend k reverse honay ko aur uski advance moment ko thek tarah smajhnay ma support mil sakti ha, in ma sa kuch indicators false signals produce kartay hain jo hmain confuse kar daitay hain, is liay trade set karnay sa pehlay hmain multiple signals sa indications laini chaiay