What is Overlapping in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Overlapping in forex trading?
    Assalamu alaikum dear friends Forex trading business mein successful hone ke liye aapko hamesha is business se related different important factors ko samajhna hota hai kyunki jab tak aap isase related different factors ko acche tarike se samajh Nahin lete aap kabhi bhi successful Nahin ho sakte kyunki market mein aapki position hi aapko achcha profit dilane mein madad Karti hai jab tak aap market mein acchi position per entry Nahin lete aap kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar sakte dear aaj main aapse ek bahut hi important topic se related kuchh important information share karungi jo aapko market mein achanak jyada ho jaane per aapko acchi entry dilane mein bahut jyada help out karegi.

    Overlapping:

    Dear friend overlapping Ek bahut hi familiar aur important topic hai jo aapke liye bahut acchi entry ko mumkin banaa sakta hai isiliye overlapping Ek aisa concept hai jismein aapko yah Idea hota hai ki jab market ka ek session khatm hota hai aur uske khatm hone se pahle hi market ka dusra session start ho jata hai to is concept ko aap market mein overlapping ka naam dete Hain jab bhi market mein overlapping hoti hai to aapko market ki movement use time bahut fast najar aati hai isiliye jab bhi Ek session complete hota hai to dusra session start hone per market ki movement bahut fast ho jaati hai.
    Dear friends jab bhi market mein overlapping ke concept ko aap samajhte hain to ismein aapko sabse pahle market ke different sessions ko samajhna hota hai kyunki jab market ke different sessions ko aap samajh lete hain to aapko bahut acche advantages milte Hain aur overlapping ke concept ko completely samajhne ke bad jab aap market mein different sessions ki detail ka idea aapko ho jata hai to use surat mein aap opening aur closing timing ka concept acchi tarike se samajh lete hain lekin kuchh aisi market session hoti hain Jo and hone se pahle hi dusre session ka start ho jata hai aur yah time overlapping ka time hota hai jismein market ki movement bahut fast ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	3
Size:	130.4 کلوبائٹ
ID:	12559879

    Maximum Votality:

    Dear friends forex market mein different sessions ki detail ka idea ho jaane ke bad jab market mein aapko jyada se jyada advantages hasil karne hote hain to agar aap overlapping ke concept ko acchi tarike se samajh lete hain to aapko acchi position available ho sakti hai kyunki jab market ki different sessions ki detail hasil hoti hain to ismein aapko yah bhi idea ho jata hai ki kaun si market session mein kaun si currency aur kaun si commodities ki movement fast Hoti hai kuchh aisi khas market session mein khas analysis aur khas commodities ke sath kuchh currency iski movement bahut jyada ho jaati hai isiliye yah aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai kyunki isase market session mein aap apne kaun se platform per kis waqt trading Karni chahie aapko yah chij bahut acche se samajh a jaati hai.

    Importance of Overlapping:

    Dear friends forex market mein overlapping ki importance bahut jyada Hoti hai kyunki yah market mein moment ko bahut fast kar deti hai market mein available jitne bhi factors hote hain unki differential bahut jyada important hoti hai isiliye aapko hamesha ine factors ki importance se related information ka idea hona chahie jab aap market ke different factors ki ahmiyat ka andaza Laga Lete Hain to market ke on sessions mein aapke liye trading karna bahut aasan ho jata hai isliye Kisi bhi kam concept ko samajhna aur FIR uske mutabik apni working karna aapke liye bahut profitable ho sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X