Scalping trading strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading strategy
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfus Rahe Hain aaj is topic per main aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai sclapping trading stratgy iske benefits kya hai aur iske losses ke kya Imkanat Hain isko Ham read karenge aur understand karne ki koshish karenge kyunki scrlaping trading se bhi traders achcha profit hasil kar lete hain isliye yah ek acchi stratgey hai isko samajhne ki koshish jarur Karni chahie

    WHAT IS SCALPING STYLE
    Forex sclapping day trading ka ek style hai jo ki bahut se traders adopt karte Hain ismein charter time frame 1 minut se lekar longer time frame maximum 1 hour ke sath trading ki jaati Hai is trading mein traders apni trades minimum seconds aur maximum minutes tak hold karte hain is trading style mein jyadatar 15 minut ka chart hota hai aur ismein 10 to 20 moving average ka bhi use kya jata hai target ke liye kiye jaate Hain ismein layer trading hi ki jaati Hai
    Click image for larger version

Name:	rsz_1eurusd-scalping-strategy.png
Views:	14
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12559759
    [LAYERING TRADING
    Layer trading ka matlab hai different trade different price per open karna sclapping mein bhi aisa hi kiya jata hai jo entry v price hoti hai vahan per hi Apne target trades Nahin li jaati Bal ke vahan per kuchh trade open ke jaati Hain aur FIR agar market hamen opposite jaaye to price gap ke sath new entries li jaati Hai aur Is Tarah jab market hamare fever mein move Karti Hai To sabse last entry per sabse jyada profit hota hai layer trading mein loss kam aur profit jyada hota hai kyunki agar SL hit ho jaaye To har trade ka first trade se loss kam hota jaega aur agar tp hit ho to last Seth ka sabse jyada profit hoga
    [ATTACH]140454[/ATTACH
    RISK IN SCLAPPING TRADING
    Forex market mein dusri tamam trading strategy trading mein ki jaati hai lekin mein bhi risk involve hota Hai ismein har trade Ko itna jyada risk Nahin hota Hai balki ismein 10 tu 20 tips ka stop loss hota hai lekin layer intries ki vajah se vah loss accumulate ho skta hai
    [ATTACH]140455[/ATTACH
    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X