Trading channel & medina line in forex trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading channel & medina line in forex trading....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur Forex trading se acchi earning bhi Hasil kar rahe Honge acchi learning acchi information aur aur education aur knowledge per depend karti hai isliye Hamen apni trade ko open karne se pahle market ka bahut strong analysis karna padta hai aur analysis ke liye Hamen different factors ki study karna hoti hai aur news data Inko Bhi dekhna Hota hai tab jakar market ka strong annalise hota hai Ham use Waqt market se acchi earning Haasil nahin kar sakte jab tak Ham market Ki Har Lamha moment ko check Nahin Karte Kyunki market ki movement Har Lamha change hoty rahti hai isliye Humne market ke moment ke mutabik ki Apna analysis karna hota hai aur Market Mein Apne trade Lagane Hoti Hai yah use Waqt Mumkin Hai Jab ham information knowledge or experience Haasil kar rahe ho to aaj ki post mein main aapke sath trading channel aur Madina line ke bare mein baat karunga aur Apna knowledge share karne ki koshish Karunga ki yah trading channel aur Madina line kya hoti hai aur trading charat Mein Ham Ko Kaise Pehchan sakte hain aur inse ko apni trading main use karte hue Kaise market se profit Hasil kar sakte hain ya apni trade ko profitable banaa sakte hain



    Trading channel kia hay


    (trading channel chart)

    isko trading price channel bhi Kahate Hain trading channel tradeline ko use Karta Hai Uske bad security line ko use karta hai trading channel tradeline ko use Karta Hai Uske bad security line ko use use karta hai usko Rati line se support aur resistance level ko contact karne ke liye use Kiya jata hai aur is ke andar vah currently trade karta hai trading channel sabse Jyada overly overly ko prefer isko technical analysis all long-term trade Mein use Kiya jata hai long term trade main use karne ka maksad yah hai ki main use karne ka maksad yah hai ki Hamen theek hun Raja ho jata hai ki long-term trend se Ham Kitna profit Hasil kar sakte hain aur analysis karne mein Hamen Kafi help milati theek andaza ho jata hai ki long term trade se Ham Kitna profit Hasil kar sakte hain aur analysis karne mein Hamen Kafi help milati hai trade channel ki bhi apni do kism hai ya types hai

    Types of Trading channel


    1# Trend Channel
    2# Envelop channel
    Ye 2 no channel bohat he importatnt hn or in ko study karna tamam traders key ley bohat important hy q k es key baghir hum ache nahe kar skty or nahe achy trader ban skty hn

    Median line





    ( Median line chart)
    madian line jo sabse pahla kam Karti Hai vah resistance labour aur support level ko find out karti hai isko Ham Ek technical indicator bhi isko Ham Ek technical indicator Bhi Jo Har trader apni trade Mein istemal karta hai aur isko istemal karne se Unki trading Mein Achcha profit Hasil hota hai Jo Har trader apni trade Mein istemal karta hai aur isko istemal karne se Unki trading Mein Achcha profit Hasil Hota Hai Har trader line ko use ke liye assist aur support or resistance level ko find out karne ke liye use karte hain median l line ke liye assist aur support or resistance level ko find out karne ke liye use karte hain Median line profitable trading opportunity yah mauka FarHam karne mein madad karti hai support level or resistance level ko identify karne ke liye 3parallel trading line ko use kia jata

    Business with trading channel

    Tamam traders yah basic Baat Jante Hain ke formation technical ke basis per trading ko complete karte hain iske sath Hamesha resistance level asali trend line support level wali trend line per entry lete hain aur Hamen downside wali trendline per Buy Ki trade ke entry lete hain aur Hamen downside wali trendline per Buy Ki upper side per sell ki trade open karte hain yah vah basic technical baat hai jo Har traders ke mind Mein aur upper side per sal ki trade open karte hain yah vah basic technical baat hai jo Har tractor ke album Mein honi chahie aur agar koi bhi trader is Baat Ko Nahin samajhta To vah Apne trading Mein loss to kar sakta hai vah profit Hasil nahe ho skta

    (Trading channel startagy)

    Business with median line

    ye baat to sab tradets janty hn ky ye ak indecator hy or es ko ak khas technique ky ley use kia jata hey or es technique sy traders center ke line sey apne trade open karty hn or rs mein jb market jb downtrend sy oper ja kar median line ko het kate hy to traders es point sey sell ke entry ley skty hn ye technique bohat easy hy or assani ky daty use hote hy or lkn channel formation process per perfact hona chahey or jb market downtrend dy or upward momvment shuru kar dete hy or hum es point sey median line sey buy ke entry ley skty hn

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X