Poppock Indecator Ka Market Main use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Poppock Indecator Ka Market Main use
    Introduction
    Poppock indecator ghan aaj ka hamara topic hay jo yakinin aap ke knowledge ko barane main kamayab hoga aur is strategy ke zarye aap market se bahtar munafa hasil kafne main kamyab ho payinge aajaiye is par tafsel ke sath bat karte hain

    What Is Poppock Indecator
    coppock curve aik long trem price ka momentum indicator hy jo basically tor par stock market index mein barri mandi or price ke up down ko samjhney ke ly use kia jata hy is ka mathematically 14 month ki changing ki shuru changing ki 11 month ke shuru ke volum ke 10 month ke percentage ke tor par kya jata hai index ke ly es ko coppock guide ke naam se bhi jana jata hy
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	44.3 کلوبائٹ
ID:	12559568
    How To Generate Signal
    coppock indecator starting ky tor par long trem monthly charts ke liye isharay tayyar kiy yeh long trem traders ko appeal kere ga q k is time frame par signals bohat kam hotay hain weekly or daily ya H 1 time frame par gira dete hn or signal slowly slowly zada bar srat hotay jatay hn

    Trading Entry Time
    Yeh indicator 0 se opar hota hy to yeh hold karney ka signal deta hy jab indicator 0 sey neechay girta hy to yeh selling ka signal hota or jab indicator 0 sey opar jata hy to yeh buying ka signal deta hy 0 ke opar walay signal se aksar price down ghair dikhayi dete hn ye long trem ki wajah sey hota hy coppock curve ki 0 ( zero ) line trading activity ke tor par work karti hy jab cc 0 zero sey opar jaye to buy ke trade open karein or jab cc 0 zero sey neechay jaye to sell ke trade open karen trader apni lambi position ko band karne ke liye sell signal ka wait kar satke hn or phere jab cc 0 ( zero) se opar ho jaye to long positions phere shuru kar satke hn

    For Secure Trading
    Dosto jahan tak taaluk hay strategyes ka to hamain bohat ziada ahtiyat ke zarorat hote hay aur secure trading aik masla nazar aata hay magar aik bahtren aur profational trader kabhe bhe Stop Loss Ke baghair trading nahe karta jitna zarori market se munafa zarori hay utna he safety bhe zarore hay is liye bahtreen option hay ke Stop Loss ka use kiya jai
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X