overbought oversold indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    overbought oversold indicator
    what is overbought oversold indicator



    overbought oversold indicator aik technical indicator hey j keh forex market mein price kay chart par kese assert ko high price ya low price ko zahair karta hey
    yeh forex market mein sab say mashhoor or aam indicator hey kunkeh price hamesha wave ke shakel mein kaam karta hey forex trading aik angothay ka asle hota hey ap ko high price par sell karna chihay or low price par buy karna chihay
    overbought oversold indicator ap ko forex market mein high or low level ko talash karnay kay ley estamal kea jata hey
    Click image for larger version

Name:	overbought-oversold-indicator-2-800x500.png
Views:	2
Size:	122.6 کلوبائٹ
ID:	12559565


    types of overbought oversold indicator



    internet par mokhtalef kesam kay indicator dasteyaab hotay hein j keh frex chart par zyadya kam price kay zone dekha saktay hein laken hm serf forex market mein en teen indicator ke bat karen hein jo keh bohut achay hotay hein
    Relative strength index
    Stochastic oscillator
    Price action indicator


    Relative strength index



    RSI aik oscillator hey jp keh 0 or 100 line kay darmean mein kam karta hey ager forex market mein price 70 level ko cross kar jate hey to overbought level samjhe jate hey ager price 30 level ko crss kar jate hey to oversold level samjhe jate he
    mesal kay tor par ager price 70 level say opar samj jate overbought level or yahan say hum sell ke entry lay saktay hein dosre taraf ager price 30 level ko cross karte hey to bearish trend end ho jay ga or price bullish trend mein tabdel honay wale hote hey or jald he bullish trend start ho jay ga trader ko buy ke entry layne chihay



    stochastic oscillator



    stochastic oscillator forex market mein trend kay gap ko indicate karta hey frex market mein price limit kay sath wahid close honay wale price ka mawazana karte hey
    yeh action or karkardge RSI indicator ke tarah hote hey pehay say tay shodah tor par indicator ke window 2 level ko motayan karte hey stochastic 80 level overbought ke gay hallat ko identify karnay mein madad karte hey 20 ke level oversold level ko identify karnay mein madad karte hey
    technical analysis mein sell signal paida hota hey jab price trend ke bullish ke level 80 ko cross kar jate hey or es ke hallat ko identify karnay kay ley estamal ke jate hey



    price action indicator


    oversold overbought ke gay level ko identify karnay kay ley estamal kea jata hey final or best technical indicator price action hota hey intermediate trader ko es ka estamal karna kunkeh yeh RSI stochastic oscillator ke tarah sedha nahe hey
    overbought oversold hallat ko identify karnay kay bohut say tareekay hotay hein es ko estamal karnay kay ley aik simple action wazah karon ge
    trader ke aik screen par nazar ke zaroorat hey hamesha overbought level ya oversold level ka bhe bata sakta hey forex chart par candle stick ke higher high or higher low level ka itlaq kar kay or lower low or lower high level strategy es bat ka itlaq ho sakta hey
    Click image for larger version

Name:	price-action-method-1-760x500.png
Views:	2
Size:	65.6 کلوبائٹ
ID:	12559564
    bhali kay badlay bhali

اب آن لائن

Working...
X