Advantages of Spot and Future Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Advantages of Spot and Future Trading.
    Assalamu Alaikum dear members Jab aap digital market mein apni working karna chahte hain aur criptocurrency ke different coins per apni apni increase karne ke liye unko purchase aur share karte Hain to aisi situation mein aapke pass do different options available hoti hain jinki base per aap market mein entry Le sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain iski kuchh important details main aapse share karne ja raha hun.

    Spot Trading

    Jab aap multiple Queens ko purchase kar rahe hote Hain to aisi situation mein aapke pass spot trading ka option available hota hai spot trading mein aap just Kisi bhi coin ko purchase kar sakte hain aur apni record price per sel kar sakte hain lekin aisi condition mein aap seling entry nahin de sakte hain spotting mein Agar aapke coins ki value down hi a jaati hai to usmein aapke liye koi problem nahin hota aur aapko margin call receive nahin hoti hai aur jab market bounce hoti hai to aapki amount against recover Ho jaati hai.

    Future trading

    Iske sath Jab aap future trading karte Hain to ismein aapke pass do different options available hote hain ismein aap Kisi bhi Koi ko purchase bhi kar sakte hain aur iske sath seling option bhi aapke pass available hoti hai selling option mein Jab aap entry lete Hain to aisi condition mein Jab market down aati hai to aapko profit hota hai aur jab aap dusra option adopt karte Hain to aisi situation mein Jab market upar jayegi to aapko benefit honge ismein aapko do different type ki entries mil sakti hain.

    Advantages

    Dear members Jab aap spot trading aur future trading ke advantages ko discuss karte Hain to sabse pahle main aapko sapat 13 ke advantages batana chahta hun ismein sabse men advantage yah hota hai ki aapki investment ke completely khatm hone ki bahut kam chances Ho jaate Hain aur Jab bhi market upar jaati hai to aapko apni investment refund Ho jaati hai aur iske sath aapko achcha profit bhi mil sakta hai ismein risk ke chances bahut kam hote Hain aur iske sath agar aap future trading ke advantages ko discuss karen to ismein aapko do different type ki increase mil sakti hai lekin ismein aapki investment completely finish your sakti hai isliye aapko hamesha be careful hokar apni trading karna hogi.

    Drawbacks

    definitely har platform ki kuchh advantages aur iske sath kuchh drawbacks bhi jarur hote Hain Jab aap is platform per dropex ko study karte hain to multiple types ki factors aapke samne hote hain for example Jab aap market mein kisi price per entry lete Hain to sometime aapki entry use price per fluctuation ki vajah se nahin lag sakti hai aur isliye aapke liye kuchh problems hote hain sometimes Jab aap is per apni transaction kar rahe hote hain aur different user se dollar ki sel purchase kar rahe hote hain to sometime aapke liye aisi situation mein bhi kuchh problem ho sakte hain jiski vajah se aapko kuchh difficulties face karna ho sakti hain.

اب آن لائن

Working...
X