Ziyada money withdraw se account banned hojata hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Ziyada withdraw karne account banned ho jata hai kun forum rules hain jin kay mutabiq hum is market main acha profit nikal sakte hain. Hamesha withdraw only 20% profit se ziyada ka na nikalin ta keh hamain full withdraw nikal sakien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      my dear friend assal o aliakum main bhe is main new join hua hun mujhay bhe itne information ni hai pr main ne suna hai k sari amount withdraw karne se account block ho sakta hai bhtr hai k ap k pass agar 200 doller hain to ap maximum 100 doller tk ya 150 doller tk he niklwaien ta k ap ko kisi kism ki pershani na ho
      • #453 Collapse

        g ni jnb pakistan forex fourm main aisa bilkul ni hota ap bonus k ilawa jitna earn kerty ho woh ap ka huq hota hy woh ap kisi wqt bi widraw kerwa skty hain us k niklwany sy ap ka acont baand ni hota
        • #454 Collapse

          Dear mein abhe new hoon yahan.. Mein bhe is sawal ka jawab janna chata tha magar kisis friend ney bhe is ka jawab tasale bksh nahe dia.. :(
          • #455 Collapse

            han mene bhi suna hua hai ke agar aap zyada money withdrawal ke lye lgayen ge to aap ka account banned ho jaye ga is lye kam se kam amount per he withdraw lagana chahiye or koshish karni chahiye ke 10 se 20 dollars se zyada ka withdraw nahi karen take aap ka account chalta reh sake .
            • #456 Collapse

              haan wo tab hota hai jab aap had se ziada withdraw kro like in a month u can withdraw money with limited times so us se ziada time s karo to banned..
              • #457 Collapse

                salam, bro essa hona tu nahi chahey wesay, per aap sara kyun withdrawl krwana chahetey ? aap is amount ko upni investment main shamil krain jitni zada investment ho gi aap ko utna zada profit milay ga
                • #458 Collapse

                  No dear mene tu asa nahi sunna ha k zyada money nikalny se yahan par account banned ho jata ha hm yaahan se jitni marzi withdraw kar lyn us se hmen khuch nahi hota ha nah hmara account banned hota ha is liye befikr rahyn app
                  • #459 Collapse

                    dear forex trading main hum ko trading karte waqat or withdrow karte waqat insta forex kai rules ko follow kar kai trading karne chahiya iss say hamare appni trading ko he faida hoga.
                    • #460 Collapse

                      No dear mere kheal se zyada money withdraw karny se account banned nahi hota ha meene kabhi asa nahi sunna ha k zyada money se account banned hogya ho ajj pheli baar hi sunna ha or is me app jitna marzi withrdaw karen account banned nahi hota ha
                      • #461 Collapse

                        bhai mene kiya pocha hai aur ap kiya bata rahe ho yar ma poch raha hn ikhata amount withdraw ma aksar logo kay comments hai kay accounts banned hogaya hai in order to kiya ye hota hai jisko pata hai wo hi batade.
                        • #462 Collapse

                          nahi asa nahi hota, ka aghar app zayada money withdraw karwa len tu app ka account band ho jata ha, app ka jitna dil karta ha app money withdraw karwa sakte hen, aghar zayada money withdraw karwane se asa hota tu koi b yaha per zayada kam na karta, sb log har roz apni money ko transfer kar rahe hote, yaha per save koi b na karta
                          • #463 Collapse

                            well my dear friend, jahan tak meri information aur knowledge hai tou hamra account uss surat mein banned hota hai jab hum forum aur trading account ka koi rule break kar rahay hotay hain, hum apnay profit ko kahbi bhi withdraw karwa saktay hain chahay wo profit jitna bhi ho...
                            • #464 Collapse

                              yes mene bhi kai logo se suna hai ki bada withdraw karte hai to insta forex ka account disable ho jaya hai is liye aapko kam dollar ka withdraw karna hai to aapka account ban nahi hota hai aur aapko sara profit thode thode dollar kar ke nikalne hota hai ek sath sirf 15 dollar hinakala kare to koi prob nahh ota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                Mery khyal main aisa issue nahi hy agar hum ziada profit earn kar lain to hum agar wo nikalwana chahty to wo nikalwa sakty hay account disable honay ki aur waja hoti hay jo keh unkay rules ko tor kar trading karty hay so.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X