Bullish Belt Hold Line Candlesticks Pattren ki Clarification....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Belt Hold Line Candlesticks Pattren ki Clarification....
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai bullish belt hold line candlestick pattern kya hai.

    Bullish Belt Hold Line Pattren:

    Bullish belt hold line candlestick pattern price chart per Jab Bhi hota hai to market Mein trend upward movement karna start Karta Hai yah 2 days ka ek bullish trend reversal hai jo price ke bottom per job bhi arrange trend Mein paya jata hai yah pattern market Mein bullish ka control jahir karta hai jo stand ke bad vah bearing se Hasil karte hain price chart per Hamesha se ek Khas Trend ke mutabik move kar rahi hoti hai lekin bahut jyada Lo price per mostly Jab Bhi price ko bullish belt hold line candlestick pattern ka Samna karna padta hai to Uske bad price Teji ke sath rice karna start hoti hai jo ki ek Bullish trend ki alamat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-20T111754.772.jpeg
Views:	54
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12557978

    Candles Formation:

    Bullish belt hold line pattern first Din Ki candle Ek Baarish candle hoti hai but dusre Din Ki candle bullish candle ke close price per hone ki bajay bottom gap mein open hokar Usi ke real body Mein close Hoti Hai pattern Mein Shamil candle ki formation darja zail Tara se hoti hain.

    First Candle: bullish belt hold line candlestick pattern ki first candle Ek Baarish candle hoti hai jo price ke bottom per ya bearing stand ki continuation ka work Karti Hai Kyunki yah Ek real body wali candle Hoti Hai yah candle black ya red color ki candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-20T111800.202.png
Views:	44
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12557979

    Second Candle: bullish belt hold line candlestick pattern ki second candle Ek real body wali strong bullish candle Hoti Hai yah candle open first candle ke bottom per gap Mein Hoti Hai Jab Ke close first candle Ke Darmiyan Hoti Hai bullish belt candle ke down side Shadow week nahi hota hai is vajah se yah ek strong bullish trend reversal ka sabab banti hai.

    Explaination:

    Bullish belt hold line candlestick pattern market Mein price ko upward convert karta hai jo ki do candle bullish aur bearish Se Milkar banta hai pattern ki first candle Ek bearing scandal hoti hai jo ki price Karti Hai yah candle ek normal real body Mein shadowsimat ya Shadow ke bagair ho sakti hai pattern ki second candle first candles ke opposite direction yani bulish candle hoti hai jo open first candles ke bottom per gap Mein hoti hai but close first candles Ke Darmiyan se upar Hoti Hai yah candle first candle se Bane gap ko cover bhi karti hai aur is ke sath hi bullish trend reversal ka work bhi Karti Hai yah candle lajmi real body Mein honi chahie Jiske open side per Shadow Nahin Hota Hai.

    Trading:

    Bullish belt hold line candlestick pattern price ke bottom par traders ke liye bye ka signal generate Karta Hai Jis confirmation candles ke bad entry ki Ja sakti hai pattern ke bad confirmation candles ka real body Mein bullish Hona bhi important Hai Jab Ke second candles ke top per close Hona bhi important hai pattern ke bad scandal banne se pattern per bye ki entry Nahin Karni chahie Jab Ke trend confirmation indicator Jaise CCI RSI macd indicator or oscillator Se Bhi ki Ja sakti hai Jis per value over sold Jon Mein honi chahie pattern per stop loss ka bhi zaroor use Karen stop loss pattern ke sabse bottom position ya second candle ke open price se Two pipes above set krain.


    Click image for larger version

Name:	download (15).png
Views:	34
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12557980

اب آن لائن

Working...
X