What Is the Forex MACD Value.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is the Forex MACD Value.
    Dear friends!
    Forex market chart pay trading kartay huway ap nay MACD indicator k baray main suna hoga aur kuch traders is isko follow kartay huway market say achi earning karnay main perfect master bhi hongay. Aj k is topic main ham kuch is indicator k baray main learn karaingay aur sath iski value ko bhi janay gay jo k sab kuch darj zail main hai.
    Moving Average Convergence Divergence indicators ya Macd yeh sab forex market main bahut ziada popular hain, in k signals ko follow kartay huway bahut saray traders is k signal k wait main hotay hain k kab chart pay prices change hon aur in k signals ko follow kartay huway traders achi entry say achay profit hasil karnay main success hon.


    How Does the Forex MACD Help Traders:


    Forex market chart pay trading karnay k liye MACD indicator Moving Average Convergence Divergence k sath stand hota hai, jaisay he chart pay in ki crossed over hoty hai indicator aik perfect time frame k sath signal show karta hai. Agar chart aik long-term k liye set kiya gaya hai to tab iska signal bhi long-term ki trading ka hota hai aur agar isay short-term k liye set kiya gay to yeh bhi same work karta hai aur apni values ko increase kartay huway work karta hai. Jab tak is indicator ka complete crossed over nai hota hai chart pay is indicator ko follow karna aur isk ssignals ko use karna traders ko koi bhi khaas faida nai day sakta hai.


    How Does The Forex MACD Work:


    subtracting tour pay MACD indicator moving averages 26 aur 12 k sath set kiya jata hai laikin manually tareekay say isay kuch traders change bhi kar saktay hain aur iski value ko mazeed increased kartay huway acha result hasil kar saktay hain. Traders market chart pay isko times frame k sath set aur chage kartay huway iski values say result hasil kartay hain jo k aik achay signal say achi earning ko possible bana kar trading kartay hain.


    How To Determine The Trend Using The Forex MACD:


    Market chart pay trading k douraan traders ka sab say ziada focus trends ko find karna hota hai, jisk liye wo chart pay kuch aisay indicators ko use kartay hain jin say trend aur market values ko achi tarha say judgement kiya ja sakta hai un main say sab say better indicator MACD hai jiski accuracy bhi correct hai aur jikay signals bhi 80% tac acha result daitay hain. Market chart pay jab exponencial moving averages ka crossed over hota hai to prices ki bhi same changing ka time start hota hai, kisi support ya resistance levels say in k crossed over honay say price chart pay trends ko change karty hain aur traders in price k change honay say MACD indicator k signal ko follow kartay hain aur acha result hasil karnay main success hotay hain.


    Click image for larger version

Name:	macd1.png
Views:	1
Size:	320.5 کلوبائٹ
ID:	12557926

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X