Introduction
Dosto aaj hu CC yani currency correlation ke bare main aik mukamal guftagu karai ga jo yakinin aap ke liye aik knowledge full topic hoga jaisa ke aap sab he jante hain ke baghair learning ke kuch bhe mukamal acha nahe hosakta to ayye mukamal detail ke sath bat karte hain
Currency Correlation Kiya Hota Hay?
Financial world mein correlation two currencies ky darmeyaan statistical measure ko kehty hein jab aik currency pair move karta hai tou us ka kitna affect kisi dusry pair py hota hai jo us currency pair sey related hai
![Click image for larger version
Name: images (12).jpeg
Views: 1
Size: 20.1 کلوبائٹ
ID: 12557852](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12557852&d=1663562575)
Importance Of Currency Correlation
World ki currencies ka correlation bilkul normal hai jesy kay ham Candian doller (CAD) ki bat karty hein jis ka correlation oil price sey hai . Australian doller (AUD) ka correlation New zeland (NZO) say hai aur us k sath gold and cruide bhi is sey related hein . Correlation ki range*1 or +1*k darmeyaan hoti hai .perfect correlation means k currencies k two pairs 100% aik direction mein move karty hein
![Click image for larger version
Name: images (1).png
Views: 1
Size: 35.2 کلوبائٹ
ID: 12557853](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12557853&d=1663562601)
The Role Of Currency Correlation In Forex
Jab forex market kay chart mein two currencies ka apas mein correlation hota hai ya jab chart pay two pairs same direction mein run karty hein tou usy positive correlation kehty hein . And jab woi pairs aik dusry kay opposite run karty hein tou unko negative correlation kehty hain
![Click image for larger version
Name: images (11).jpeg
Views: 1
Size: 38.6 کلوبائٹ
ID: 12557854](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12557854&d=1663562625)
Conclusion Of The Discussion
Agar two currency pair ka correlation zero hai tou it means k wo apas mein independent hein and aik pair ki movement sey dusry pair ki movement par asar nae parta aur dono ki movement random hoti hai correlation In ko two currencies k bech statistical measure ko kehty hein