What is importance NFP in forex market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is importance NFP in forex market....
    INTRODUCATION:-

    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur apni Har trade se profit Hasil kar rahe Honge Main Apni post Shuru karne se pahle is Baat per zoor deta hun ki Hamen knowledge aur informations Hasil karne chahie forex market ke Mota lake in Se Hamare experience badhta hai hamara knowledge improve hota hai aur Hamari trading bahut profitable hoti hai isliye aap es koshish mein rahe ki information knowledge Kis Tarah Milte Hain kahan se Milta hai usko zaror Hasil Karen aur apne knowledge mein improve Karen Taki mustakbil Mein future Mein acchi trade hoti Rahe aur Achcha profit Hasil Ho NFC from payroll yah Kaisa data hota hai Jiske Aane Se market ke moment bahut had Tak teez Ho Jaati Hai Ki trading ke liye bahut important data hota hai yah United State of America ke petrol ka data hota hai aur jab Yatra Aate Hain to market mein bahut zada teeze Nazar Aati Hai



    NFP data kab relesed hota hey


    ye NFP data yanee key non farm payroll daya het month key frist friday ko releas kia jaya hy jb NFP data relese hota hy sham7 pm sy 8 mp tak market mein bohat teez momovement hote or agar in movement per b ap trade open kar ln ap acja profit hasil ho skta or account b washout ho skta hy es ly ap es maka apne trade bohat carefully ky sath karne chahy q k jb ye data relese hota hy ap market mein bohat mushkil ho skte hy NFP data USA ky non fram payroll ky diffrint jobs sy reletef daya hy diffetnt information hote hn jes main ap ko ppervious month ky data ky sath currentt month ke total situation jobs details share ke jate hn es mein new jobs ko bhe adeed kia jata hy or nomber off loss jobs ke infrmation bhe share ke jaye hn es data ko NFP ka jata hy or ye data trading bohat zada effect hota hy es ly es din apne trading bohat acja andaz mein handle karin to acha profit b hadil kar sktu hn or tjore c laperwahe ap ka ac ount bhe wash out b kar skte hy




    NFP data ka trading per asar andaz hona


    none farm payroll Kyunki Har manth Mein release hota hai tu yah Ek Achcha indecator b hy non farm payroll Kyunki Har manth Mein release hota isliye isko Ek acche indicator ke Taur per bhi use Kiya Ja sakta hai isase Maloom ho jata ke economy mein kis Taraf ja rahi hai none farm payroll ke future economy per Kya Ishara ho sakte hain is se Maloom ho jata hai Agar Iske fingers plus Aate Hain To economy stable hone Ki Nishani hoti hai or Agar nagtive finger Aaye hai aur Pata Chalta Hai ke economy fast hai yah slow hai ke economy fast hai yah slow hai yah slow ho rahi hai none farm payroll ki 3 out cam ho sakti hai

    NFP ka asar jin pair per hota hey



    NFP ka asar jin currency pair per hota hy jin currency ky sath USD ata hy wo bohat zada adar andaz hote hn for example EUR/ USD , USD/ JPY , USF/ CHF, GBP/ USD etc sab sy zada asar andaz hote hn rs ellea bhe matket mein kafe effect hota hy or agar apNFP per trading karty hn to bohat caefull hona ho ga q k markey bohat zada moment ho te hy agar ap trade trend ky motabik open hote hy to bohat profit milta ya phere account washout ho jata hy ap chote c mistake ke eaja sey

    Result

    higher payroll figure us economy ky ly acha hota hy es point findout karta hy ky new jobs sy economy ko boster hojate hy expected change payroll mein agar ata hy to es ka asar currency pair per mixed asar ata hy or some one member satified hoty hn or kuch undatifelied hoty hnlowrr payroll figure currency market per negative effect dal ta hy or uSD baki currency pair aganst weak hota hy lkn tamam trafers es bat ka uakin karin k trading phaly analyelsis karna hy soch samjh kar trading karne hy or market ke samjh na ay to trafing na karein balk wait karein q k wait karna bhe trade kana hota hy
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X