Detailed discussion of Zone in Technical analysis and its integral Parts.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detailed discussion of Zone in Technical analysis and its integral Parts.
    Introduction
    Dear members kya hal he me ummid karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein Achcha kam bhi kar rahe Honge dear market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi Achcha profit Hasil kar Sakoge Iske sath sath mein aapko yah bhi batata Chalun ki market is still very popular




    Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12557760

    What is Zone?

    Dear member Technical analysis ko complete krny kay liye aap aik zone ko draw krty hain, ya aik specific area hota hai, jis main aapko confirmation mil rahi hoti hai. Jab aap zone draw krty hain, tu ismein following points ko mentioned krna hota hai. Jo trading mai boht helpful ho ga.

    [Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12557761

    B]Importance of Zone[/B]

    Definitely jab aap Technical Analysis ko completely understand krny kay liye zone ko properly utilised kar laty hain, tu aap effective trading kar sakhty hain. Kunk is main aapko bahut achi enteries mil sakhti hain.

    Body of Candlestick

    Jab aap zone ko draw krty hain, tu is main aap na zone ka aik point body ki closing point per set krna hota hai. For example jab aap aik support level per zone draw krty hain, tu is main aapko zone ka aik point candlestick ki body ko select krna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12557762

    Wick of Candlestick

    Dear member jab zone ko draw krty hain tu ismein aik point body per or dosra iska point wick kay end per krty hain. Us specific area per aap ko wick ki closing per aap ko is area per point out krna hota hai.

    Ignore wick of News Volatality

    Jab aap wick ko focus kr kay mentioned krty hain, tu is main aapko news ki candlestick ko ignore krna hota hai. Kunk news kay time sometimes bahut zyda lambi wick ban jati hain, tu eisi situation main aap na zone ko wick tak extended nahin krna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12557763


    How to trade in Zone

    Jab aap successfully zone ko draw kar laty hain, tu ismein aapko hamesha bahut achi entries mil sakhti hain. Kunk jab aap support level aur resistance level per ya draw kar laty hain, tu ismein aapko us specific area main aapko aik achi reversal candlestick ya Reversal candlestick pattern per entry leni hoti hai or ismein aapko achi confirmation available ho sakhti hai.

اب آن لائن

Working...
X