Dear friends, forex market kay high aur low trend main janay ki mukhtalif reasons aur conditions hoti hain, market ki aisi conditions ko samjhna aur in main trading karna mushkil hay laikin kabhi namumkin nahi hota,
Market saturation ko details:
Forex trading main market hmesha apni support aur resistance main move karti hay, laikin trader ko kabi kabi asi situation nazar ati hai jahan par market maximum ya minimum level par pohnch kar kuch dair stay karti hai. Asy minimum or maximum point jahan say agay market k lae move karna possible na ho saturation point kehlata hai. Other words ma ham market ki over sold or over bought state ko saturation point b keh saktay hain. Trader es point sy market ma reverse move ko expect karta hai or es base par trade ko open karta hai.
Situation of saturation in market and its reason:
forex market main saturation situation tab create hoti hay jab trend kafi high ya low jany kay bad bilkul slow movement main aa jaye yani sideway movement main aa jaye. Yahan par trading activity isi liay kam ho jati hay keh traders market kay new trend ka wait kar rahay hotay hain, saturation ki normaly two reasons hoti hain. Jab market apna daily volume complete kar lay ya phir itna high ya low a jaye keh traders some rest karnay kay liye market say exit ho jaen aur istarah market at rest position main a jati hay, aisi situation main jab market bohot slow movement kar rahi hoti hay to us waqt per trading nhi karni chaiay
Effect of market saturation points on trading:
Forex market main saturation point kay bahut ziada impact hotay hain jab market aik perticular direction say dusri direction main movement karti hai to uski yah movement jab continue rahti hai aur us kay baad jab yeh aik point par ja kar stop ho jati hai to use moment ko saturation moment bhi kaha jata hai market main yeh point signals ko confirm karta hai market main overbought aur oversold ko saturation point bhi kaha jata hai kiun kay market main overbought aur oversold market ki price ki moment ko confirm karne mein bohot ziada help kartay hain