Aslam o alaikum
Introduction
I hope all friends fine main ummid karta hun aap sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge ,,
What is pricing candlestick,,,
Piercing line candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k downtrend ya low price area main banta hai. Ye pattern dekhne main same "Bullish Belt-Hold Candlestick Pattern" ya "Bearish Thrusting Line Pattern" jaisa dekhaye deta hai, lekin dosri bearish candle ki shape thori si difference honne ki waja se ye uss mukhtalif ban jata hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle bearish aur dosri bullish candle hoti hai. Bullish candle ki haseyat ye hai k ye candle aik to bearish candle se below gap main banti hai aur dosra ye candle close pehli candle k midpoint se above hoti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai,,,,
How to candies informed,,,
Dosto Piercing line candlestick pattern trend reversal pattern honne ki waja se prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jiss se prices apne trend ko badalne main majboor ho jati hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai ,,
1. First Candle: Piercing line candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle honi chahie, jo k bearish trend ya low prices ko zahir karti hai. Ye candle black ya red color main hoti hai.
2. Second Candle: Piercing line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k bottom par open ho kar ussi k midpoint se above close hoti hai. Ye candle lazmi 50% se above close honi chaheye. Ye candle color main white ya green hoti hai ,,,
How this exompletion ,,,,,
Piercing line candlestick pattern two days candle ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo k bearish trend ya low prices area main banta hai. Piercing line candlestick pattern k opening side par aik small wick ya shadow honi chaheye hai, q k issi tarah se ye pattern belt-hold line pattern se mukhtalef ban jata hai. Ye pattern prices k bottom par do candles se mel kar banta hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle below gap main ban kar bearish candle k real body main darmeyan se ooper aur open price se nechay close hoti hai. Bullish candle ka bearish candle k open price se below lazmi close hona zarori hai.
How this trading strategies,,,,,
Piercing line candlestick pattern ki pehli candle normal bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k bearish trend ki alamat hoti hai, jab k dosri candle pehli candle k lower gap main open honne k bawajood close pehli candle k 50% se above area main hoti hai, jiss se dosri candle ki mazboti zaher hoti hai. Pattern par trading se pehle market ka downtrend ya prices ka lower honna zarori hai. Pattern par trading se pehle trend confirmation ka honna zarori hai. Trend confirmation price action se bhi ho sakti hai aur kisi reliable indicator se bhi ho sakti hai. Pattern k dosri candle k bad agar aik real body bullish candle banti hai, to yahan par market main entry ki ja sakti hai. Stop Loss pattern k sab se lowest point jo umoman dosree candle ka lower ya open banta hai, se aik ya do pips below par set karen.