Met Hold Candle Stick Pattern kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Met Hold Candle Stick Pattern kia ha?
    Introduction:

    I hope k sab khairiyat se honge aur forex market Mein kamyabi Hasil karne ke liye hardworking kar rahe honge aaj ka hamara topic bahut hi interesting hai ummid hai ki aapko yah topic samajh jaega..

    Candle Pattern with Hold:
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	34
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12557450
    dear friends met hold a candle pattern ko smaller reverse pattern Ka tor samjha jata hai. Ye pattern ki khoosiat par depends card huay bullish or bearish both trend reversal ko show kar sakta hai. Ye ik single candle stick pattern hota ha jo just ik candle stick par dependent card hai or esko aksar ham marobozu candlestick ka b name dety hain. Es ki body big hoti hai or shadow ya to hota he ni hai ya phr small hota hai. Shadow na hony ya kam hony ki waja sy bullish ya bearish activity ki strength ka andaza lagaya ja sakta hai. Es ko ham mazeed two types ma division cards hain jin ko briefly discuss kar lety haim.

    Bullish Met Tribute:

    Ye pattern har time frame ma ban sakta hai but ye daily ya weekly chart par zayada reliable samja jata hai. Es pattern k lae market ma pehle down trend hota hai or phr ik candle about banti hai yes totally bullish hoti hai or ye market k trend ko bearish sy bullish ma ley jati hai. Ye pattern aksar market ma dakha ja sakta hai but ye etny achy result ni dety or na he achi tarha future ko forecast karta hai. Es pattern ma ye belt hold wali candlestick previous session k let sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up trend ma chali jati hai.

    Bearish Hold:

    is a pattern to lae market ma pehle bull trend hota hai or jb market new session ma open hoti hai to ye upward ma gap sy open hoti hai or phr marker mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bear belt hold ma last candle bear ki banti hai. Yes previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot letchy ah kar close hoti hai.

    Met Hold ka istamal krty hovy hikmat e amli

    Je may aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearish belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki close sa high hogi, isko ziyaa reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur belt holding tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, yes trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt zaiyaa aham hoti hain jb ye dusri candlesticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya absorbing pattern shamil hain.

    Technically wazaht

    Hmaen forex sa related apni knowledge aur information ko improvement aur updated cards rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek shops open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, je liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath candlesticks sa trade k liay marking hasil kar sakain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha?

    Dear friends Forex trading Mein use hone wale tamam candlestick pattern bahut hi informative hote hain, bus friend hamen In ko use karne ki strategy ko Discover karna hota hai friends agar topic ke hawale se baat ki Jaaye to aaj ka topic hamara hai mat hold candlestick pattern kya Hote Hain friends Mat Hold candlestick pattern trend ki continuation ya reversal ke bare mein indicate Karte Hain mat hold candlestick pattern trading ke liye bahut hi profitable sabit ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	7
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12421009

    Mat Hold Candlestick Pattern.

    Dear friends Mat Hold Candlestick Pattern technical analysis karne ke liye istemal hota hai aur jo yah batata hai ke stock apni previous trend ko continue rakhe ga matlab bullish hoga ya biresh hoga aur friends mat hold pattern ho ga friends Mat Hold Candlestick Pattern basecally five candlesticks se create hota Hai Hai jis mein first aur last candle same direction Mein move Karti Hain aur jo darmiyaan wali candles hoti hai vah dusri directions mein move karti hain.

    Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	12
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12421010

    Trading at Mat Hold Candlestick Pattern.

    Dear friends Jaisa ki Ham pahle bhi is Baat Ka zikar Kar chuke hain Mat hold candlestick pattern trend ki continuation ya reversal kee indication ke liye use Kiya jata hai market continuously bullish trend main movement kerty huey aik bari candle creat kerny ky bahd three candle bearish main creat kerny ky bahd again bullish main candle creat kerti hai tou same pattern bullish mat hold candlestick pattern hota hai jis ko follow kerty huey hamain buy ki trade enter kerty hain lekin friends is baat ka Hath Khyal rakhen ki Jab yah pattern create ho to iski proper identification ke bad trade ko open kiya jaaye Taki aapko bahut hi zyada profit ho sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha?

      What is the Mat Hold candlestick pattern?

      meet keep cluster mumbar template sikyortiz ya qeemti dhaton ke scienci tajziye ke douran dekha jane wala aik naqsh hai jo saabit karta hai ke hasas is ke maazi ke ridil zetjest ko dobarah shuru karen ge, chahay woh mandi ho .
      is tarz ka dhancha pehlay stock trading ke din aik sath aik rahnumai ya dosra aur, 3 mamooli intehai rujhanaat walay dinon mein taqseem hota hai. is liye panchwin din ko pehlay din ka rujhan jari rakhnay ki zaroorat hai, thora sa neechay dabanay ki zaroorat hai, isi rahnumai mein jis terhan pehlay din ki karwai thi .
      shakal ko scienci tajzia mein aik bohat hi qabil aetmaad aur mustaqil lekin munfarid index ke tor par dekha ja sakta hai. yeh ab bhi ziyada tar barhatay hue teen miyaar ke sath pur asraar hai ؛ is tafawut ke sath yeh hai ke barhatay hue teen index ke teen se chaar dinon mein honay walay tabadlay aam tor par ounchay / kam shakal walay pehlay din ke andar rehtay hain .
      sarmaya car aur market reserch firm mustaqbil ki pishin goi karte waqt is tarteeb ko nafiz karte hain ke aaya jadeed barhta sun-hwa rujhan barqarar rahay ga, yeh kis had tak hai. dukandaron aur mahireen aur tajzia karon ka khayaal hai ke yeh data ibtidayi tor par is baat ki nishandahi karta hai ke harki tawanai mustahkam rahay gi aur aasman ki taraf patteren ka imkaan hoga .

      Bullish Mat Hold candlestick pattern



      aik pur-umeed qaleen keep aik paanch candle baar chart ki tarteeb hai jo musalsal barhatay hue rujhan mein samnay aati rehti hai aur yeh zahir karti hai ke feed pur-umeed rehna jari rakhay ga. hosla afzaa memory form ke qabzay ka pehla mom bara aur nateeja khaiz hai aur aisa lagta hai ke yeh aik choti si, kharabi candle light ki tarteeb hai. agli roshni barray pemanay par aur pur-umeed hai aur usay template ke aik barray hissay ke oopar band honay ki zaroorat hai. blush meet hold patteren mein, pehli ya aakhri laltain barri miqdaar mein aur taizi se hoti hai, jab ke teen chaye ki lights nazam o zabt aur mukhtalif hoti hain. taizi
      blush meet hold patteren ki khususiyaat
      pehli roshni barray pemanay par aur umeed afzaa hai aur usay taizi ke rujhan mein zahir karti hai .
      aakhri teen candle light pasmandah hain aur instant baar se nisbatan kam hain .
      maazi ke douran Europe bohat bara aur taiz hai aur patteren ke farogh ko khatam karne ke liye handle karta hai




      Bearish Mat Hold candlestick pattern



      yeh paanch candle bearish پروگریشن dhancha hai jo manfi numoo mein lagta hai aur is baat ki nishandahi karta hai ke kaarobar aik earzi waqt khatam kar raha hai, aur is ke baad is ke batadreej neechay anay ki paish goi ki jati hai. bearish meet hold mein, kayi paanch bidder guldaan hain. pehla aur panchawan kam hai, jabkay teen adakari karne walay Bukhoor Muawin hain .
      bearish meet hold ki khususiyaat
      pehla mom barray pemanay par aur mandi ka hai, aur barray drop ka hissa hai .
      doosri, teesri aur chothi chaye ki lights mamooli aur pur josh hain .
      panchwin, aakhri roshni barray pemanay par aur mandi wali hai aur template ke kam se kam band honay ka faisla karti hai

      How to identify the Mat Hold candlestick pattern?



      aik sheet keep frame chay japani candle stuck charts par mushtamil hai. yeh 3 taknik ki tarteeb ka aik tagayur hai. pehla aik bohat bara bail market baar chart ( vodz ) hai, aik baar phir 3 alehda pasmandah bidder guldaan ( surkh ). har mamooli cluster mmbron ko pichlle single se kam khatam karna hota hai. doosri mom batii ka aaghaz had se ziyada umeed parast wazeh tazaad par hona chahiye. nateejatan, cluster ke hatmi arkaan ko pehlay se hi aik pur-umeed khayi par phailna hoga aur doosri mom batii ki numaya kamyabi ke oopar jana hoga. dhanchay ko bhi barhatay hue teen tareeqon ki tarteeb ke tor par kaha jata hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X