Wadge Chart Pattern in Forex
*Asalam o alaikum* members, I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe honge. Jab aap ismein best working karna chahte hain to aapko hard work karna hota hai aur Apna ache tarike se analysis Karke trading karna Hoti Hai jitne ache analysis aapke strong Honge aur aap is market Mein itni achi entry ke sath Apna Acha profit achieve kar sakte hain. isliye aapko koshish Karni chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada Apne analysis ko strong Karen Taki aapko is market Mein best result Mile. Main aaj aapse bahut hi important information discuss Karunga to Mera topic hai wadge chart pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profit hasil kr skty hain.
What is wedge pattern?
Wadge pattern bahut jyada price aur bahut kam price wale area Mein Ek reliable pattern hai jo ki train reversal aur continuation donon ke liye use ho sakta hai veg pattern aur symmetrical triangle pattern shape Mein sem hote hain but veg pattern slop ki shape Mein Banta Hai Jab kis metrical triangle hota hai wadge pattern ki do types hain.The two forms of the wedge pattern are a rising wedge (which signals a bearish reversal) or a falling wedge (which signals a bullish reversal).
Rising Wadge Pattern
Rising Wadge pattern Mein price higher high aur higher log banati Hui aapas Mein Do stall trend line se ekatthe hoti hain rising wedge pattern sametrical triangle Jaisa hi lagta hai but rising wedge pattern to slop ke shape Mein Banta Hai Jab Ke symmetrical triangle pattern jyadatar horizontally banata hai pattern Mein trend line top Aise mein milati hain. Pattern ko mukmmal Taur per banne se pahle price ka kam Do Bar trend line ko cross karna chahie rising wedge pattern Bullish aur bearish donon condition Mein bearish Hota Hai Iske alava is pattern Mein nakami ka Sarah bahut Jyada hota hai aur isko Talash karna bahut jyada Mushkil Hai Lekin yah pattern high price area jabolation Mein Kafi best tarike se kam Karte Hain.
Falling Wadge Pattern
Falling Wadge pattern rising wadge pattern ka opposite hai aur yah bhi same symmetrical triangle Jaisa hota hai but yah do trend line ke slope ki condition Mein Hota Hai Jab Ke symmetrical triangle horizontally banaa hota hai is pattern Mein trend line sabse down Hisse Mein milati Hai falling veg pattern se price Jab Bhi break out Karegi to use ka trend line up word side per Hoga pattern Chahe police friend Mein Bane ya bear stand Mein yah pattern Hamesha police hi hoga yah pattern Ki tarah bahut jyada nakam hota hai aur iska Maloom karna bhi bahut difficult hota hai albatta agar yah pattern kam price wale area ya bearish trend ke bad banta hai to use time Iske ache result a sakte hain.
Trading Advantages for Wedge Patterns
Rising Wadge pattern high aur low trend line ko ek dusre ke sath connect Karne Se Banta Hai pattern ke lower trend line per Jab price rate kar rahi ho to yah Hamen market Mein Sel ka signal de rahi hoti hai lekin Jab Bhi price pattern ke lower se bhi down jakar Ek candle stick per close ho jaaye to market Mein Sel ki entry ho sakti hai Jahan per yah Yad Rakhna jaruri hai ki price lajmi pattern ke trend line se lower side per close honi chahye.
Take profit ke liye pattern ke sabse down wala area Jahan se pattern Ka aagaaj Hota Hai select Karen dusre profit ke liye break down point per pattern ke trend line Taki failure Measure Karke Uske mutabik down side per position set Karen.
Rising Wadge pattern ke last showing high paste top loss ki position put Karen.
Falling Wadge pattern trend line ke higher high aur lower Lo ko milate Hue download side per Ek slop ki shape Mein banta hai yah Bike ka signal Deta Hai Jab Bhi price pattern ke bahar upward side per trade kar rahi ho Jab price pattern se break out kar Jaaye to Ek candle chhod kar market mein buy trade se entry Karen.
Take profit ke liye falling Wadge pattern ke Awaaz ka sabse top area select Karen pattern ke Lo aur side per break out Tak ka fasla Maiyar Karke Uske mutabik dusra take profit set Karen.