Upside Gap Two Crows Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Upside Gap Two Crows Candlestick Pattern
    Introduction
    Upside Gap Two Crows Candlestick Pattern aik bearish trend reversal pattern hai jo k qeematon k uptrend ya high area me paya jata hai ye pattern teen candles par mushtamil hota hai

    Under Discussion
    Darje zail points ke darja bandi ke gai fahrist ke zarye topic ke detail kobakhoobi samja ja sakta hay
    •Identification
    •More Explanation
    •Combination Other Indicator
    •Secure Trading
    Identification
    Upside Gap Two Crows pattern k leye zarori hai k qeematen pehle se uptrend ya high price me ho.
    1st candle aik bari real body wali white candle hoti hai
    2nd candle aik black candle hoti hai, jis ka open aur close dono point 1st candle k top pe gap me hote he
    3rd candle aik real body wali black candle hoti hai, jo 2nd candle se top me gap me open hoti hai, lekin close 1st candle k real body me hoti haiClick image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	4
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12557193muntakhib tasveer ko samile guftago mozu ko samajhne main assan aur malomati banane ke gharz se kiya gaya hay

    More Explanation
    pattern ki 1st candle aik real body wali bari white candle hoti hai. Pattern ki 2nd candle aik bearish black wali candle hoti hai, jo k 1st candle k top pe gap me open aur close hoti hai. Pattern ki 3rd candle bhi aik black candle hoti hai, jo k 2nd candle ko mukamal cover (engulf) kar deti hai. Yani 3rd candle 2nd candle k top pe gap me open hoti hai, aur 1st candle k real body me close hoti hai, jis se pattern k dono gaps cover ho jate henClick image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12557194posting ke mayar ko mazeed bahtar banane ke liye aur mor explanation ke liye aap ko tasaveer ka baghor jaiza lena chahye take zere bahas guftagu ko ahsan andaz main samja ja sake

    Combination Other Indicator
    Trade With Upside Gap Two Crows Candlestick Pattern
    Upside Gap Two Crows Candlestick Pattern me 3rd candle k strong bearish candle banne se market me buyers ka pressure khatam ho jata hai, aur market sellers k control me a jata hai. Yahan se market k nechay jane k shoroaat (beginning) hoti hai. Pattis tamam strategy k dowran sell k signal genrate karta hai. Wese to ye pattern show karti hai k market me sellers ka control a chuka hai lekin us k bawajood trend confirmation k leye mazeed aik bearish candle ki zarorat hoti hai. Ya is ko dosre technical indicator k sath bhi istemal kia ja sakta hai Stop loss 3rd black candle k sab se top position pe hoga

    Secure Trading
    Dosto main aapne takreebin har artical main aik bat par aap tamam mtraders ke tawajo aik point ke janib mabzol karwane ke koshish karta hon aur woh hay Stop Loss Theory jis se takreebin har trader ache tarah sa wakif hay is ke sawa trading ke hawale se koi secure tareka nahe hay
    Last edited by ; 13-09-2022, 07:11 AM.
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X