What is Money Management in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Money Management in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai money management kya hai agar Ham trading Mein Money management ke sath kam Karte Hain To Ham Kaise kamyabi Hasil kar sakte hain.

    What is Money Management:

    Jis Tarah Se Ek trader ke liye ek kaam jaab Forex trading strategy important hai ISI Tarah Se Forex trading ki acchi trading management bhi trader ki kamyabi ke liye important hai Mani management ka idea risk management se Gehra Talak hota hai Kyunki trading ke dauran Tamam risk money ke sath Jora jata hai Bus usse thoda sa different hai for a trading ke Mani management se Murad Apne account ke share Jaruri risk Mein Dale bagair Apne paise ko kaise use karna hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-12T145725.723.jpeg
Views:	9
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12557096

    Forex money management ka relation trading ke dauran money loss ko kam karne ka vate hai Kyunki Ham Sab Insan hain aur trading ke dauran Hone Wali mistakes sabse Hoti Hai To isase Bachana chahie kamshab trader trading ko business ke Taur per sochte Hain for studying Mein business ka maksad Paisa Kamana Hai Paisa khona Nahin Hai lihaza ise khone Se bachne Ke Jo Ek Damad hote hain vah Money management Mein Aata Hai.

    Top Forex Money Management Rules:

    Money management ke usul trading strategy aur account ke mutabik hone chahiye risk aur account mein profit iske sath direct deal karte hain darja jail Mein Kuchh usul Hai Jinke apnane se Forex trading ke Money management ke system ko best Kiya Ja sakta hai.

    Risk Per Trade:

    Take trader ko yah Khyal Rakhna chahie Ki Kisi Ek trade per Apne account ka sirf ek Chhota Sa part risk Mein dalna chahie analysis trading per 20% risk ka jyadatar Kahate Hain jismein Ek trader Apne traders per 2 percent tak ki risk Lena Chahta Hai Jaise ke $1000 trading account per trader ko 20 Dollar ka risk Lena chahie.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-12T145739.531.jpeg
Views:	1
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12557097

    Kuchh traders traits size mein change karte hain jaise ki anti martingal money management method Ke mutabik Jab Bhi trades profit mein hun to Uske Laut size mein is dafa Kiya Jata Hai jabki loss ki condition Mein lot size ko kam Kiya jata hai Ek behtarin trading strategy aur risk management plan time ke साथ-साथ trader ke help Karni chahie but trade Mein ya agale 10 trades mein kya ho sakta hai agale trade ke nuksan ke risk ko kam karna ke liye Forex trader ko trading account ke size ke comparison Mein trade ka size nisbatn small Rakhna chahie.

    Har Trade Par Maximum Drawdown Set Krain:

    Draw down se Murad trading account ki price mein vah difference hai jo ki account ka pahle balance hota hai aur trades ke loss ke bad account ka Jo balance hota hai for example Agar Ek trader ke account mein 10000 hain aur trades ko 500 dollar ka loss hota hai to yah 5% hai draw down Jitna Jyada Hoga jitne wale trade ke sath account balance ko recover karna utna hi Mushkil hoga.

    Risk Reward Ratio:

    Traders ke jitne wale trades ka ratio Harne wale trades ki nisbat Jyada Hona chahie Agar Ek trader Ne risk reward reshon ke mutabik apne liye 1.1 ka intekhab Kiya Hai To uske liye use Har 10 traders mein se six large Mein Vin karne Honge aur Agar usmein 3.1 ka reshiyo Rakha ho to use condition Mein Har Chhota trade ka win Hona jaruri hai.

    Take Profit And Stop Loss:

    Take profit or stop loss na sirf money management ka Jaruri part Hai balki yah Mani management ke liye bhi bahut jyada jaruri hai take profit aur stop loss karna sirf use bahut important hai balki uske sath sath iska Sahi use bhi trading ke liye utna hi important hai ek profit jahan tak Hamare account ke target had ko per munafa ko sev banata hai Usi Tarah Se stop loss Jyada ISI Se Har condition Hamen self provide karta hai .



    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-12T145746.879.jpeg
Views:	1
Size:	47.2 کلوبائٹ
ID:	12557098

اب آن لائن

Working...
X