Forex Trading Main Pips Ki Kia Value Hoti Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Main Pips Ki Kia Value Hoti Hai.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Forex trading main pips ki kia value hoti hai.

    What is Pips:

    Forex trading Mein Pips Murad vah value hai jo Kisi pair ki movement ke dauran changes ko jahir Karti Hai Jab Bhi market mein kisi pair ki movement Hoti Hai To isase Murad Peps ki changing hoti hai agar market ki ek pair ki tips movement positive Hoti Hai To isase Murad hota hai ki yah pair Ki Ab trend hai aur Market ki Munh Mein down trend Hoti Hai To tips pair ki kam hoti hai jitni Jyada Pepsi Ke Darmiyan Jo difference hota hai Jisko separate Kaha Jata Hai vah pips condition Mein hi hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-10T204123.252.png
Views:	7
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12556883

    Pips Ki Identification:

    Financial market job for trading Mein pips ko Maloom karna Ek Aasan Sa Tarika Yeh hai ki jo value Ek currency jode ki Di Gai Hoti Hai usmein point Ja Ishare ke bad Chhota ya 4th digit use currency pair ke signal paper Hota Hai sare example Agar Ek currency pair Euro USD ki maujuda value 1.531 hai to ismein point ke bad banne wala Ek ka digit Ek single paper Hai jabki Iske bad teen ka digit paper ka multiply bye 10 hota hai yani yah 30 tips ke barabar hai agar Ham complete Jory ki value USD ki 1.1531 ki value Ki Baat karen to yah Pura 11531 k barabar banta hai.

    Pips And Lot Size:

    Forex trading market Mein lot size se Peps ka Bada relation hota hai Jitna Ham Laut size ko increase Karte Hain To usse Peps ki value increase Hoti Hai jisse Murad hai ke Ek Bade load size se pics strong hota hai aur jab ke small Lord size tips ke week hota hai agar increase Hamara lot size 1 ho to Ek Pep ki movement se $10 ke difference aata hai but Agar market Mein Laut size Ham 0.001 ka use karte hain to Ek Pep ki moments se account mein 0.01 ka difference Aata Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-10T204155.734.jpeg
Views:	19
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12556884

    Difference between Pips And Spread:

    Forex trading market pips ka Har EK pair Mein different movement Hoti Hai Kisi pair Mein yah movement 3 digits pe hota hai aur kisi Mein yah pair 6 digit per bhi hota hai forex trading Mein pair ki movement se lot size ki movement se hota hai separate Jyada hone se pips ki Jyada difference hota hai jo ki Hamare liye loss ka Bahis ban sakta hai Peps ko Sahi andaza hona chahie Taki Hamare pair Se Jis per trade karte hain usse Hamen fayda mil jaaye.

    Pips Ka Trading Main Istemal:

    Forex trading Mein pips ka trading ke liye ek important point Kiya Jata Hai Kyunki iski he madad se during trading Ham Apne traders ke sath take profit aur stop loss Ka Intekhab karte hain pips ki calculation Ek important part hai jo Hamen Kuchh site se apps Mein banaa Banaya bhi Mil Jata Hai Jab Ke Ham Khud Bhi Apne trading manage aur risk management ke hisab se isko tarteeb de sakte hain Har pips ki movement Asal Mein trend ki Movement Mein Hoti Hai yah bullish ya positive jaane se assets ki value Mein izaafe ka bahes Hoti Hai jab ki negative downword ka signal Hota Hai.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-10T204226.554.png
Views:	19
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12556885

اب آن لائن

Working...
X