Inside bar candlestick kia hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inside bar candlestick kia hai ?
    Salam dear members aaj main aapke sath ek bahut important topic share karne ja Rahe Hain Jo ke inside bar candlestick pattern ke bare mein Is Tarah members aapko pata hai ki yah ek bahut hi important topic hai . Trading mein use hone wala har EK topic ki bahut important hota hai kyunki jab tak Ham use topic ko samjhenge Nahin uske bare mein information hasil Nahin karenge To Ham kabhi bhi forex trading mein kam job Nahin ho sakte . Main aur ek topic har EK candlestick pattern ke bare mein knowledge experience hota hai so main aaj aapke sath iske bare mein detail se share karte Hain .

    Inside Bar Candlestick Pattern .

    G members inside bar candlestick pattern ki do types hote Hain . Yah pattern do candles mein create Kiya jata hai agar inside candle Barish Hoti hai To iski position ISI Tarah hoti hai aur agar aur iska size bhi yahi hota hai aur shape mein bhi sem hoti hai . Is Tarah inside candle bar can stick pattern create down front chal raha ho to same direction mein trent continue rahata hai aur agar down train se ab trend mein ho to pattern banega market apni position change kar leti hai . bullish bullet mein Hoga gat Trend to isase yah inside war create hoti hai jo ki previous candle ki range se dur Nahin jaati hai . Jab aisa pattern create hota hai to market ka aap friend continue rahata hai aur agar down trend ho to vah trend change ho jata hai .




    Types of Inside Bar Candlestick Pattern .

    G members is pattern ki do types Hain jinko Ham study karke hi Kamyab ho sakte hain .

    Bullish Inside Bar Candlestick Pattern .
    Bearish Inside Bar Candlestick Pattern .

    Bearish Inside Bar Candlestick Pattern .

    G members bearish inside bar candlestick pattern main humy sell ka signal deta hai . Aur ham bahut hi aasani ke sath market mein seling ki entry Le sakte hain koi bhi trade Lene se pahle hamen yah baat Apne mind mein rakhni chahie ki jab bhi Ham Koi ab tent dekhen to distance area per setting karte hue vahan se ek aisi barrish candle ban rahi hoti hai jo ki previous candle ko cover kar rahi . Aur uske niche Apne area banati hai To aisi surat mein Barish inside candlestick pattern banta hai jo ki hamare liye bahut jyada helpful sabit hota hai aur isase ham start Karke achcha profit Le sakte hain .

    Bullish Inside Bar Candlestick Pattern .

    G members bullish inside bar candlestick pattern signal provide karta hai aur yah pattern kuchh Is Tarah se banta hai jab Koi down trend support area per hota hai to vahan se ek aisi candle banti hai jo previous best candle ko mukmmal taur per khatm kar deti hai . Jab iske bad again ek aur candlest banti hai to previous candle ko break kar deti hai aur yah pattern hamare liye bahut istemal aur use hone wala ban jata hai aur jab Ham market se confirmation ka signal milta hai To hamen Apne next trade ki entry aur hamen market se confirmation ke signal milta hai To hamen Apne next trade ki entry Le leni chahie aur isase ham ismein bahut jal kamyabi hasil kar sakte hain .



    How to trade this pattern .

    G members characteristic pattern pe trading karne se pahle hamen chahie kya Ham is pattern ko acchi Tarah samajh le aur trading karne se pahle jaruri hai ki humne use pattern ke complete hone ka vate Karna chahie jab pattern ki complete hone ki confirmation ho jaaye to uske bad hamen is per trade open karke achcha profit hasil karna chahie . Hamen kabhi bhi ispe trade open hi Karni chahie se Ham kabhi bhi ismein Kam Nahin ho sakte isliye humne practis Karni chahie confirmation ka vate Karna chahie aur stop loss aur take profit ka lash mein use karna chahie isase hamara account bhi sev rahata hai aur hamara knowledge bhi increase hota rehta hai .


اب آن لائن

Working...
X