Explain The Trend in forex market ......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain The Trend in forex market ......
    Definition of Trend.

    Dear friends Market Trend market ki ek simt hoti hai hai jismein market moment kah rahi hoti hai aur hamen use simt ko analyse karna hota Hai market ka Trend yah uptrend hota hai yah downtrend hota Hai.Market Trend aik eisa important tool hai, Jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provide kar raha hota hai. Market hamesha apni retracement complete karny Kay bad apni long term trend main apni movement complete krti hai.



    How to spot the Trend.

    Dear Forex members Agar aap market trend ki proper identification karna chahte hain to uske liye aap different important factors ko properly learn karke market ke trend ko find out kar sakte hain. Agar aap moving average indicator ki basis per iski identification karna chahte hain to aapko hamesha last 200 candlestick ki average ki basis per bhi market trend find out karne ke liye ek acchi information available ho sakti hai. Market trend ki identification karne ke liye hamare pass aur bhi bahut se tools hote hain Jin ki madad se ham market ko bahut hi aasani ke sath identify kar sakte hain aur market ka trend find kar sakte hain.

    Important Indicators.

    Dear friends Market mein trend ko search karne ke liye indicators bahut hi important role play karte hain aur ham bahut hi aasani ke sath market mein indicators ko istemal karte hue market ka trend search kar sakte hain.Trading main indicators aisay tools hotay hain jinki help hasil kartay huway ham market main is mushkil ko asaan bana saktay hain k market main past ki price kia the aur current kia hai aur future main price kahan tak moove kar skaty hai, is liye achay indicators aik achay tools k tour pay use kartay hwuay ham is problem ko solve kar skatay hain.

    Support and resistance levels

    Friends forex trading k trend ko identify karnay k liye ham supports aur resistance ki help say bhi achay tareekay say is baat ka sahi andaza laga saktay hain k market main trend kahan pay end ho raha hai aur kahan say dubara start ho raha hai laikin usk liye haamray pass in ka perfect knowledge hona bahut ziada zaruri hai k support kahan pay banty hai aur resistance kahan pay hai. Jab ham market mein support and resistance level ko analyse kar lete hain to fir trading hamare liye aasan ho jaati hai aur ham bahut hi aasani ke sath trading kar sakte hain kyunki support or resistance levels hamare liye bahut hi hi perfect signal hote Hain.



    How to trade with trend.

    Daer friends Market mein Trend ke sath trading karna bahut hi jaruri hota Hai jab tak ham market mein trend ke sath trading Nahin karte hain tab hamen kamyabi Nahin ho sakti hai isliye hamen trade karne se pahle friend ko search karna bahut jaruri hota Hai.
    Jab aapko yah information mil jaati hai ki market mein selling ka trend hai to aapko hamesha market mein Buying trade se avoid karna chahie. Agar aap market mein Koi buying trade karna chahte hain, to aapko hamesha intraday trading ya phir scalping trading technique ki basis per apne targets ki achievement karne ke bad immediately market se exit kar lena chahie. Aur selling trend main hamesha aapko selling trend per hi focus karna chahie. Is Tarah se hamari trading kafi aasan ho jaati hai aur ham market mein bahut hi acchi tarike se entries le sakte hain.


اب آن لائن

Working...
X