Moving average kea hoti ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average kea hoti ha
    Introduction.

    Salam too All forex members aj ka hamra ju topic ha wo ha moving average kea hoti ha or icko kasy judge kea jata ha lihaza hum sub members achy cy point note kr len.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12556854

    Moving average

    Dear Forex market main trading karty huway har aik traders k pass is baat ka knowledge hai k chart pay prices moving karty hain aur data collect hotay huway traders chart pay aisa sabhi kuch daikh rahay hotay hain, jab price movements karty hai to uska kisi support ya resistance levels ko breakout karna aik new target creat karta hai jis say moving averages is baat ki sishandahi karti hain k chart pay trends ki directions kiya hain, chart pay new trend kis directions main run kar raha hai ya kar sakta hai or etc...
    Agar market chart pay trend ko permanent follow kiya jaye to usk liye sab say best moving averages tool hotay hain jis say price aur trend ki directions ka sahi andaza hta hai aur traders market chart pay easily acha profit earn kar saktay hain. Ya tamam tar instructions ko follow krna bahut zaruri hota ha.


    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	7
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12556855

    Using the moving average

    Dear forex members
    Mairay knowledge k hisaab say moving averages ka sab say perfct secret yeh hai k iska use karnay say traders chart pay support aur resistance levels ko fined kar saktay hain aur sath sath isko follow karnay say market k trend k sath exit bhi hasil kar saktay hain.
    Market chart ko kisi technical tool k baghair samjhna bay had mushkil hota hai, but agar traders is main moving averages tools ko follow kartay hain to price ko count karna bhi asaan hota hai aur trends k sath market main entr hona bhi asaan hota
    Forex market main traders ka sab say big problem yeh hota hai k wo chart pay kis method ya tool ko follow kartay huway entry ko pick karain, agar moving averages ka crossed over nai hota hai to iska mean yeh hota hai k abhi price main changing ka time nai hai, aur agar crossed over ho chuka hai to yeh is baat ki confirmation hai k price apnay trends ko change kar rahi hai, Market chart pay in he cheezonko daikhtay huway agar ham price changing say entry ya exit laitay hain to price ko achay tareekay say samjha ja sakta hai aur achi traidng ko possible banaya ja saky dear members moving averages ka khyal rakhna bahut zaruri hota ha

اب آن لائن

Working...
X