What is Oscillator and indicator in forex and Difference between
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Oscillator and indicator in forex and Difference between
    AoA
    Introduction...

    Dear forex member umeed krta hon ap sab khariyt sy hon gy or mehnat k sath aacha profit bhi hasill kar rahy hon gy dear member aj mai apko ye btana chata hon kay acha profit apky upr depend krta ha acha profit ap ki mehant pay depend krta ha agar apny forex ko join kiya ha to forex pay dil laga kar mehnat sy work krain taky ap log ik acha profit hasil kar sakoo mehnat k sath sath study kroo forex pay taky ap log us sy experience or knowledge hasil karoo mehnat he sb koch jo member mehnat karty ha woo log bht jald kamiyab ho jata ha dear member ajjj ik or new topic kay sath aya hon jo kay bht important ha is topic ko apny complete study krna h faida hasil ho ga.

    Oscillator indicator



    Dear forex member
    oscillator indicator ki baat karen to yah ek sada sa indicator hai jo ki ek market ki condition ko represent karta hai aur hamen batata hai ki market ke move kaise Hogi isliye hamen market mein indicator ko mis nahin karna chahie jab Ham market ko watch karte Hain to hamen market mein bahut hi jyada indicator milte Hain jinse Ham mukhtalif kism ka fayda uthakar ismein trading Karke munafa Kama sakte hain jaisa ki Ham jante Hain ki market mein hamen trading ke liye jyada se jyada knowledge ki jarurat Hoti hai hamare pass jitna jyada is business ka knowledge Hoga hamen utna hi achcha munafa bhi milega Jo log ismein mehnat Nahin karte vah ismein kamyabi Nahin ho sakte kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai Oscillators are momentum indicators used in technical analysis, whose fluctuations are bounded by some upper and lower band. When oscillator values approach these bands, they provide overbought or oversold signals to traders


    Click image for larger version

Name:	grade6-leading-indicators-right2.png
Views:	3
Size:	132.6 کلوبائٹ
ID:	12556812

    Working
    market main zyada buyers aa jate hain ya phir zaida sellers aa jate hain to market overbought ya oversold situation main aa jati hai aur us kay baad market main aik wahan say down aane ke tawaka hoti hai. To jab market es tarha ke situation main hoti hai to oscillator indicator aapko ye signal deta hai kay ab aapko buy karna chahiye ya phir sell karna chahiye. Dear Jaisa ki maine Upar market ki value ki vah reality ke bare mein bataen Sitara market ki value currency Ke Sath Sath Ho Rahi Hoti Hai ISI ko candle stick Jis Tarah candlestick banti hai ISI Taraf doctor ke sath chalo aur bhai ka trailer Lagate Hain

    Trading


    Dear forex member
    Jab market mein jyada log kam karte Hain to use time market mein oversold aur overbought banta Jo hamen market ki condition ke bare mein batata hai aur use time hi market k bhrey mn btata ha aur use time hi market mein oscillator indicator banta hai isase hamen pata chalta hai ki market ki move kis taraf hone wali hai isase Ham fayda uthakar market mein achcha work kar sakte hain iski hamen confirmation ka wait Karna hota hai aur hamen is ko chart mein dekhna hota hai jaisa ki ham log jante Hain ki market mein Ham chart ko jyada follow karenge to hamen munafa milega chart mein kam karna bahut hi important hai hamen ismein demo account ko bhi follow karte rahana hai photo hai demo account hamari practis ke liye ek bahut hi achcha account hai.



    Click image for larger version

Name:	PriceOscER2.gif
Views:	3
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12556813

اب آن لائن

Working...
X