Bid Price And Ask Price

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid Price And Ask Price
    Assalam-o-alaikum Friends umeed hai ap sab khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni trading life ko Dosto Ajj ka Mozu Bid or Ask price hai

    Bid Price
    For studying Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko matter trader fore Mein left side per minimum price available Hoti Hai To isko aap market mein bed price Kaha jata hai is price ka purpose yah Hota Hai yah Jab Bhi aap market mein kisi currency pairs aur kisi commodities ko Sel karna chahte hain to ismein aapko Hamesha market Mein minimum price available Hoti Hai Jab aap market mein kisi bhi commodities aur currency pair ko Sale karte hain to ismein aapko minimum price available hoti hai isliye aapko ismein bahut hi study karna padati hai Taki aapko ismein acchi information ho aur aapki learning complete Ho Jab tak aapki learning aur aapki experience Nahin Hoga aap is market Mein successful Nahin ho sakte is price ko aap market mein bid price Kahate Hain.

    Ask Price
    Forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to ismein Jab aap metatrader foue me right side per minimum price ko observe Karte Hain To isko ask price Kaha jata hai basically Jab aap market mein kisi commodities aur kisi currency pair ko purchase karte hain to usmein aapko Hamesha minimum price offer ki ja rahi Hoti Hai Inko ask price Kaha jata hai.
    Ask Or Bid ki Examples
    forex market main agar aap ko further explanation dene ke liye yah example Dun to aapko Jyada clear ho jaega Ke Jab aap dollar Kisi currency exchange dealer per Lekar Jaate Hain aur Iske against aapko Pakistani rupees Hasil karte hain to aapko Hamesha minimum price available hoti hai lekin Jab aap dollars purchase karna chahte hain aur aapke pass Pakistani currency hoti hai to usmein aapko highest price available hoti hain Inko aap Aaj price ka naam de sakte hain aur ask price ke naam se Jante Hain.

    Difference Ask our Bid Prices
    agar aap market Mein kam karte hain to ismein ask price aur bed price ka comparison karte hain aur Iske different ko calculate Karte Hain to ismein aapko Hamesha bahut jyada advantages mil sakta hai Jab aap market mein bed price aur ask price ko acchi Tarah calculate kar lete hain to isko difference broker ka Commission hota hai Jisko aap spread Kaha jata hai basically Jab aap market mein kisi commodities aur price currency pair ko purchase karte hain to usmein aapko Hamesha maximum price offer ki ja rahi hoti hai jinko aaj price Kaha jata hai aur jab aap market mein kisi bhi commity aur current affairs ko Sel karte hain to ismein aapko minimum price available hoti hain is price ko aap market mein bid price Kahate Hain

اب آن لائن

Working...
X