What is candlestick and how to read it?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is candlestick and how to read it?
    Agar aap market mein technical analysis ko complete karna chahte hain to iske liye aapko candlestick ko acchi tarah study karna hota hai Jab tak aapki candles take ki study complete nahin hoti hai use time tak aap market mein acche tarike se technical analysis ko complete nahin kar sakte hain Jab aap market mein technical analysis ko complete kar lete hain to ismein aapko bahut fayda mil sakta hai aapko hamesha market mein technical analysis ko acchi tarah dekhna hota hai aur ismein candlest tax ko mukmmal study karna hota hai candlesticks ki kuchh basic information main aapse share karna chahta hun.

    What is Candlestick

    Candlestick basically ek aisa platform hota hai jo aapko market mein different locations mein different scenarios ki prediction kar raha hota hai Jab aap market mein candlesticks ko acchi tarah study karte hain aapko bahut fayda mil sakta hai aur aap apne technical analysis ko complete kar sakte hain technical analysis mein candlesticks ka important roll hota hai Jab aap candlestick ko study karte hain to ismein aapko iski important factors ko focus karna hota hai.

    1 : Opening Value

    Jab aap candlestick ke important parts ko categorise karte hain to ismein aapko sabse pahle iski opening valiyon ko dekhna hota hai Jab aap candlestick ko study karte hain to ismein aapko iski different parts available hote hain aur opening value hoti hai jis per market mein ek specific time frames mein ek candlesticks ki price start hoti hai iske bath prices Kisi bhi taraf ja sakti hain lekin opening value ko aap easily identify kar sakte hain.

    2 : Highest Value

    Jab aap Kisi candlestick pattern ko study karte hain aur individual candle sex ko focus karte hain aur iske integral parts ko study kar rahe hote hain to ismein aapko ek highest value bhi milati hai basically highest value vah price hoti hai Jab aap ek specific candle ko study karte hain to use time period mein aapko iski upper Shadow iski highest value ko indicate kar rahi hoti hai.

    3 : Lowwest Values

    Jab aap market mein candle take ke integral part ko study karte hain to ismein aapko ek specific time frame aur ek specific candles take mein iski lowest value ko bhi calculate karna ka idea hona chahie Jab aap Kisi candlestick mein iski lo aur side per wick find out karte hain to ismein aapko iske lowest point ko find out karna aasan ho jata hai agar candlestick without hoti hai to vahi point iski lowest value hota hai.

    4 : Closing Value

    Jab aap candlestick ko find out karte hain to ismein aapko different types ki prices available hoti hai closing value ek aisi value hoti hai jis per ek candlestick closing karti hai yah value opening value se upar bhi ho sakti hai aur opening value se down bhi ho sakti hai Sam time opening aur closing value sem bhi ho sakti hai Jab aap market mein candle stick ko focus karte hain to ismein opening aur closing values most important hoti hai.

    Use of Candlestick

    Definitely Jab aap market mein short term trading aur long term trading karte hain to ismein aapko candle stick ki base per different important decision making karna hota hai Jab aap market mein candlestick ko acchi tarah learn kar lete hain to iske bad iski interpretation ka bhi aapko idea Mil jata hai aur aap market mein bahut acchi trading position mein a sakte hain aapko hamesha market mein ek acchi trading karne ke liye candle se to acchi tarah utilised karna hota hai candlestick ko Jab aap utilise karte hain to ismein aapko following mentioned important factors ki learning available hoti hai.

    Seller's Buyer's Pressure

    Jab aap market mein candlesticks ki study complete kar lete hain to ismein aapko market mein different occasions per different types ka pressure mil sakta hai kyunki aapko ijili iska pressure find out ho raha hota hai ki market mein is time per kaun se factors ka jyada pressure ho raha hai aur Market ki next expected movement kya ho sakti hai.

    Retracement

    Jab aap market mein candlestick ko study kar lete hain to ismein aap sometime market mein retracement level per bhi apni Entry aur confirmation karte hain kyunki market mein sometimes aapko ek aisi candlestick mil rahi hoti hai jiska different site per pressure hota hai lekin market ka trend totally different hota hai aur Market just apni raten level ko complete kar rahi hoti hai aisi condition mein bhi aapko becareful rahana chahie aur retraacment level ko apne mind mein jarur rakhna chahie.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220908-WA0000.jpg
Views:	4
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12556619

اب آن لائن

Working...
X