Best Strategy For Moving Average.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best Strategy For Moving Average.
    Dear friends!
    Yeh baat sabhi jantay hain k moving averages strategy k sath trading karnay ka formula bahut he old hai, laikin iska use ab bhi waisa he kiya jata hai jaisay start main hota raha hai. Moving average strategy ko traders har kisma k times frame k sath use kartay huway market chart ko easy aur useful bana kar achi trading say acha faida hasil kartay hain. Moving averages strategy trading ko follow karnay k liye traders isk sath sath different tools ka use kartay hain jis say market chart pay trends ki direction ko easily samjha ja sakta hai aur prices ko count bhi achay tareekay say kiya ja sakta hai.
    Aj k is topic main ham moving averages ko kuch aisi iksaam ko trading main use karna bhi seekhaingay aur usk sath sath tarding k douraan kuch tips k sath price main entry aur exit ka rules bhi ham seekhaingay, jo k sab kuch darj zail main hai.



    Overview Of Moving Average:


    Forex market main trading kartay huway har aik traders k pass is baat ka knowledge hai k chart pay prices moving karty hain aur data collect hotay huway traders chart pay aisa sabhi kuch daikh rahay hotay hain, jab price movements karty hai to uska kisi support ya resistance levels ko breakout karna aik new target creat karta hai jis say moving averages is baat ki sishandahi karti hain k chart pay trends ki directions kiya hain, chart pay new trend kis directions main run kar raha hai ya kar sakta hai etc.
    Agar market chart pay trend ko permanent follow kiya jaye to usk liye sab say best moving averages tool hotay hain jis say price aur trend ki directions ka sahi andaza hta hai aur traders market chart pay easily acha profit earn kar saktay hain.


    Secret Gem Of Moving Average:


    Dear!
    Mairay knowledge k hisaab say moving averages ka sab say perfct secret yeh hai k iska use karnay say traders chart pay support aur resistance levels ko fined kar saktay hain aur sath sath isko follow karnay say market k trend k sath exit bhi hasil kar saktay hain.
    Market chart ko kisi technical tool k baghair samjhna bay had mushkil hota hai, but agar traders is main moving averages tools ko follow kartay hain to price ko count karna bhi asaan hota hai aur trends k sath market main entr hona bhi asaan hota hai.


    Using The Moving Average In Trading:


    Forex market main traders ka sab say big problem yeh hota hai k wo chart pay kis method ya tool ko follow kartay huway entry ko pick karain, agar moving averages ka crossed over nai hota hai to iska mean yeh hota hai k abhi price main changing ka time nai hai, aur agar crossed over ho chuka hai to yeh is baat ki confirmation hai k price apnay trends ko change kar rahi hai, Market chart pay in he cheezonko daikhtay huway agar ham price changing say entry ya exit laitay hain to price ko achay tareekay say samjha ja sakta hai aur achi traidng ko possible banaya ja sakta hai.


    Click image for larger version

Name:	moving averages1.png
Views:	1
Size:	188.0 کلوبائٹ
ID:	12556571

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X