Trading mai Take Profit or Stop Loss ki importantnce

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai Take Profit or Stop Loss ki importantnce
    Assalam-o-alaikum Friends umeed hai ap sab khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni trading life ko ajj hum Take Profit and stop loss py baat kryan gy

    Take Profit

    Take profit Hamari trading mein bahut jyada importance Rakhta Hai Jab Ham take profit use Karke kam Karte Hain To Hamen Bar Bar apni trade ko dekhna Nahin Padta aur Hamari trade jab tak profit position per puchti hai to Hamari trade automatically close Ho Jaati Hai market ke ups and downs se bachne ke liye take profit ko use karna bahut jyada important hota hai yah Hamari trading ki improvement Mein Kafi Jyada useful Hota Hai.

    Take Profit K Faidy

    Take profit use Karke Ham apni trading co improve kar sakte hain Iske alava Jab Ham take profit use karte hain To Hamen Bar Bar take profit ki vajah se apni trade ko dekhna Nahin padta hai aur jab Hamare trade profit Mein jaati hai aur take profit ki position per puchti hai to Hamari trade automatically profit Mein close Ho Jaati Hai itrader score take profit use karne ki apni e Aadat bana le Ne chahie Kyunki FIR trader Hamesha take profit use Karke trading Karenge aur Bar Bar apni trade ko dekhne Se Dur Rahenge.

    Jab Humne Dekha of it used in nahin kiya Hota aur ham Bar Bar apni friend ko aaj Karte Hain To Ham Apne emotions ko control nahin kar sakte aur ham apni trade ko change kar dete hain lekin fir market Usi position per pahunch Jaati Hai Jahan per Ham net trade ko take profit Lagaya hota hai aur FIR Jab Aisa Hota Hai To Hamen bahut jyada Bura lagta hai Kyunki Hamari trade profit Mein Jaane Ki Bajaye Humne usko loss may close kar diya Hota Hai.

    Stop Loss

    Take profit ke sath sath stop loss bi trading name bahut jyada important or useful Hota Hai take profit se bhi Jyada importance stoploss ki Hoti Hai Kyunki stop-loss traders ko big loss is a safe Rakhta hai aur traders Apne capital ko long time tak Chala sakte hain.

    Stop Loss K Faidy

    Acchi aur Kamyab threading karne ke liye stop of use karna bahut hi jyada important Hota Hai Jab Ham Karke trading Karte Hain To Ham apni trade ko big loss se se sakte hain stop-loss ka use Kisi bhi trader ke liye bahut jyada important hota hai Sabhi traders ko stop-loss use karne ki apni Aadat Banani chahie is say trader se Big losses se safe sakte hain.

    Ham Jo members form se bonus Banakar Forex trading market Mein trading Karte Hain Ham log trading karte hue stop plastic use Nahin Karte uska main reason Jiya hai ki Hamen Agar trading Karke loss hota hai To Hamen profit ko withdrawal kamane ke liye pahle Apne lost wale capital ko recover karna Hota Hai Is vajah Se Jyada member se koshish Karte Hain ke Agar unko loss ho raha ho to vah Apna Sara balance hi khatm kar den.

    Lekin Agar Ham member se apne loss Ho Gaye capital Kori cover karne ki koshish karen aur fir se profit banae to yah Hamen real account per trading karne mein bahut jyada use ho sakta hai Kyunki Ham trading karte hue Star Plus use Nahin karte hain isiliye Jab Ham Forex trading ka real account per trading Karte Hain Ham stop loss use Nahin karte hain aur bahut jyada loss Karva Lete Hain.

    Traders ko apni stop loss use karne ki habit Banani chahie Jab traders regularly stop loss use Karke trading Karenge to unko stop loss use karne ki habit Ban Jayegi aur phr vah Jab Bhi trading Karenge to vah stoploss use Karke kam Karenge aur apni tradeco big losses se safe Rakh Sakenge stop loss order trading ko bahut jyada improve kar sakta hai

اب آن لائن

Working...
X