What is ATR indicator in Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is ATR indicator in Forex trading?
    Assalam walekum dear Forex friends ummid hai ki aap sab khairiyat se honge dear friends jab hum Forex trading business mein kaam karte Hain to hamen market mein achcha kam tabhi kar sakte hain jab hamare pass achcha knowledge aur experience hota hai isiliye hamen achcha knowledge aur experience hasil karne ke liye tamam indicators aur candlesticks patterns ke bare mein complete information aur knowledge hasil karte rahana chahie dear friends aaj Ham baat karenge ATR ( Average
    Tr ue Range) indicator ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri Farhan karda information aapko is topic ko samajhne mein bahut jyada madad degi.

    What is Average True range?


    Dear friends average to range Ek bahut accha technical indicator hai jo market mein utality ki paimaish karta hai.
    Dear friends j indicator trading pairs ki price ko unke time periods mein decompose Karke unki vitality ko maihar Karke batata hai aamtaur per yah Ek moving average indicator hota hai jo ki 14 periods ki Tru range ko istemal karta hai aur isko every true range indicator ka naam Diya jata hai. Yah Ek aisa indicator hai jo ki market mein sirf votality ke bare mein hi information provide karta hai.

    Click image for larger version

Name:	average-true-range-forex-strategy.png
Views:	3
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12556510

    Uses of Average True range:

    Dear friends agar Ham baat Karen average to range indicator ke uses ke bare mein to every true range hamen market mein sirf volity ke bare mein hi information deta hai aur yah market ke trend continuation ya trend direction ke bare mein koi information provide nahin karta isiliye isko trading mein volity find out karne ke liye hi istemal kiya jata hai aur trend vitality mayor karne ke do levels hote Hain pahle level ko 0-20 ka level kaha jata hai aur jab ke upar ke taraf second level ko 80-100 ka level kahate Hain. Pahle level ko hum low level of vitality ka naam dete Hain aur ismein yah indication di jaati hai ki ismein trading na ki jaaye balki ismein trading se avoid kiya jaaye.
    Bich mein 50 ka level hota hai aur agar every true range 50 se above ho toh isko normal vitality kaha jata hai aur agar yah 50 se below ho to isko bhi lo vitality ka naam Diya jata hai jab ke dusra level 80-100 ka jo level hota hai usko high votality level ka naam Diya jata hai aur ismein trade lene ke liye trader ko kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_4-13.jpg
Views:	3
Size:	68.8 کلوبائٹ
ID:	12556511

    Limitations:


    Dear friends jaisa ki Ham sabko pata hai ki yah indicator hamen sirf market vitality ke bare mein hi batata hai yah market trend aur direction ke bare mein koi information hamen Nahin deta to isiliye market ke trend aur direction ke bare mein janne ke liye hamen Baki dusre indicators ka istemal Karna hota hai isiliye hamen is indicator ko istemal karte hue kuchh information Nahin Hoti ke friend revers hone wala hai ya nahin aur Market mein a jaaye jab ke user yah samajh sakta hai ki all train mein utality I hai aur vah uske according apna koi bhi order place kar sakta hai to usse loss hone ke chances hote hain isiliye yah indicator hamen sirf market vitality ke bare mein hi exact me ring provide karta hai isiliye iska Mal aur ex trading mein Baki indicators ke mukabale mein bahut kam hota hai.

اب آن لائن

Working...
X