Dear member, Marubozu say related ap ny buht acha knowledge share kiya hai. Forex trading aik asa business hai. Is main candlesticks k knowledge k sath kamyab ho sakty hain. Forex trading me loss say bachny k liye, candlesticks ka knowledge, aur technical analysis skills ka hona bohat zarori hota hai. Aj main apni post main, aik important candlestick k bary main hai. Isy hum Marubozu candlestick kehty hain.
What is Marubozu candlestick:
Dear members, Marubozu candlestick market ap ko market me trend continuation ya trend reversal k bary me btata hai.
Identification of Marubozu candlestick:
Dear members, Bullish marubozu candlestick ko recognize karny k liy ap ko single candlestick ko study krna hota hai. Jab ham price chart mein is candle ko dekhte hain agar is candle ke up and low shadow nahin hote hain aur iska closing point high ke kareeb hota hai aur iski body Bari hoti hai. Isy hum, Marubozu candlestick kahate Hain.
*Is candlestick ki body long hoti hai. Yah ap ko bullish aur bearish dono mil sakti hain.
*Is candlestick k both side pay koi wick ni hoty ya na hony k barber hoty hain.
How to trade with bullish Marubozu candlestick:
Dear members, jab ap ko positive trend me, bullish Marubozu mily, to is say ap ko trend k Jari rahny k bary me btata hai. Is point say ap ko buy ki trade lagani chaiy. Isi Tarah ager ap ko bearish trend me, bullish marubozo mily, to ap ko trend reversal k bary me btati hai. Is point say ap ko buy ki entry laini chaiy.
How to trade with bearish Marubozu candlestick:
Dear members, jab ap ko negative trend me, bearish Marubozu mily, to yah ap ko negative trend continuation k bary me btati hai. Is level say ap ko sell ki entry lani chaiy. Ager ap ko positive trend me, bearish marubozu mily, to yah ap ko trend reversal k bary main idea daiti hai. Is level say ap ko sell ki entry laini chaiy.
Chart knowledge:
Dear members, ager ap chart ko ghor say daikhty hain to ap ko is pattern ki achi samjh ati hai jis say ap achi trading kr sakty hain