Half trade close procedure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Half trade close procedure
    AOA

    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahen Khush rahen aur mahfuj rahe hain aaj ek important topic aapke liye choose Kiya Hai Is per discuss karenge aur isko read karenge aur understand karne ki koshish karenge kyunki baz okat trading ke dwaran Ham yah mahsus karte Hain ki hamen jyada loss ho sakta hai isliye Ham Apne trade ko aur uski half Karke band kar sakte hain isko Ham half trade close PROCEDURE kahate Hain aur aaj ke topic ko Ham try karenge Taki Ham Apne trade mein apni marzi se kam kar saken
    CLOSE A TRADE
    Forex trading mein jab bhi ek trader trades open karta Hai To usko use time tak apni trade se profit hasil Nahin ho sakta jab tak vah Apne open trade ko close na Karen forex trading mein Ham use time trade ko close Karti Hain jab hamen lagta hai ki market mein mazeed rahana hamare profit mein kami ya hamare loss mein izfa ka sabab Ban sakta hai forex trading market mein trading ke closing ke teen method hote Hain
    Click image for larger version

Name:	Open-close-position-2.png
Views:	1
Size:	85.4 کلوبائٹ
ID:	12556412

    CLOSE TRADING BY TAKE PROFIT AND STOP LOSS
    Jab trade ke sath take profit ya stop loss ki position set ki jaati Hai To traders jab bhi profit ki condition mein take profit aur stop loss ki surat mein stop loss ko hit Karti Hai To hamare trade khud b khud close ho jaati Hai technical analys se hamare take profit aur stop loss ki position set karta hai aur hamen is position per lazmi mein market mein exit karana hota Hai
    Click image for larger version

Name:	set_SL_TP_targets-1200x1118.jpg
Views:	2
Size:	156.7 کلوبائٹ
ID:	12556413
    SELF CLOSING A TRADE
    Traders trade ke sath take profit aur stop loss to Laga dete Hain lekin fir vah bhi vah traders ko Apne adaf se pahle close kar dete Hain aisa akshar use time hote Hain jab traders ko lagta hai ki market ki situation change ho chuki hai aur market mein Mazeed rahana hamare trades ko loss ho sakta hai is vajah se vah apne open trade ko khud se close kar dete Hain

    HALF TRADE (PARTIAL CLOSE) CLOSE KARNA
    Forex trading mein jyadatar traders market se exit hone ke liye pahle do tarike use karte hain lekin market ka half trade ka tarika professional traders hi jyadatar use karte hain isko partial close producer bhi kaha jata Hai half trade close ke producer mein traders Apne open position mein se kuchh trade close karta hai aur kuchh trade ko running mein rahane Deta Hai jab unki trade ka target complete ho chuka hota Hai vah apne target ke kareeb ho trader Ko jab bhi market mein mazeed Apne trend ki continuous ki news mein pata chalta Hai To vah Apne traders aur sermaia ya Apne Capital mein capital ko mahfuj banane ke liye trades ka kuchh hissa close kar deta hai isko half trade partial close karna kahate Hain

    HALF TRADE( PARTIAL CLOSE ) CLOSING PROCEDURE
    Half trade close ka tarika yah hai ki apni trading platform MP4 per apni running trade jaisa ke half trade close karta ho iske open click Karen FIR trades close wale icon per click karen to agale page trade close close wale profit ya trade close wale loss per click se pahle upar running lot size show ho rahi Hoti Hai jitni lot size kam karne vah left side mein 1ya 0.01 per click karne se kam ho jayegi FIR down close trade per click karne se is tarike se hamari trade ka half lot ya jitna hamen chahie vah hissa close ho jaega
    Click image for larger version

Name:	Noname.png
Views:	1
Size:	70.7 کلوبائٹ
ID:	12556414

اب آن لائن

Working...
X