Supply zone or demand zone ka concept......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply zone or demand zone ka concept......
    Introduction


    Assalamu Alaikum dear member Kya हाल-चाल Hai Main Amit karta hun sab log khairiyat se Ham Gir market Mein Achcha kam bhi kar market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge ho gaya utna hi acchi earring kar Sakoge Iske साथ-साथ mein aapko yah bhi batata chalo main aap Logon Ke Liye Ek Naya topic Lekar Ham idhar is topic se aapko Kafi Jyada knowledge Hasil Hoga yah Apne topic ki taraf Chalte Hain

    Supply

    Dear friends Supply wo miqdaar ya tadaad hai jo market main kisi currency ya commodity's ke jo market main mojood hoti hai, Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami waqia hoti hai. Aur esi kay agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezay khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai Kyunki un cheezon ki value musalsal increase ho rahi hoti hai.



    Demand


    Dear friends forex trading market main demand jis ka matlab hay ky market main kise bhi assets ke kitne requirement hoti hain, Jab market main kisi currency ka demand main izafaa hota hai to es key value bhe zaida ho jaaty hai aur esi tarha jab kisi currency ky demand main kami aati hay, to ess ke value main bhi kami ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	3
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12556392

    Demand


    Dear friends forex trading market main demand jis ka matlab hay ky market main kise bhi assets ke kitne requirement hoti hain, Jab market main kisi currency ka demand main izafaa hota hai to es key value bhe zaida ho jaaty hai aur esi tarha jab kisi currency ky demand main kami aati hay, to ess ke value main bhi kami ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	4
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12556391

    Supply and Demand zone

    Dear friends Forex trading main jab koi currency pair resistance zone par pohnchta hai to usy selling zone kehty hain kun kay wahan say market overbought conditions say reversal ke jaanib aati hai. Aur sellers selling options ko consider karte hain ya apni long positions ko close karte hain. Essi tarha jab market down aati hai to strong support par market main buyers entry lety hain. Oversold conditions main buy ke entry zaida moasar saabit hoti hai. Ye dono cheezin jab market main hoti hain to selling zone ko supply zone aur buying zone ko demand zone bhe kaha jaata hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12556390

    Supply and Demand zone for trading

    Supply and demand zone main trading karne ke liye ine 3 chijon ka khayal rakhna bahut Jaruri Hota Hai.
    i). Supply aur demand zone ke shanakht kay liey bary time frame ko istemaal karin Bary time frame main traders ko bhetar pata chal sakta hai kay kahan sy market sharply bounce kar rahi hai aur kahan sy supply aur demand levels create ho rahy hain.

    ii). Jab aap supply aur demand kay levels ko identify kar lain to us kay baad ye observe karin kay market kinn kinn areas say bounce back kar rahi hai jesa kay aap neechy dee hui picture main bhe dekh sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12556389

    iii). Support aur resistance levels ko dekhny kay liey jin indicators ka aap istemaal karte hain unn say bhe aap supply aur demand levels ko dekh sakty hain
    Last edited by ; 06-09-2022, 02:57 PM.

اب آن لائن

Working...
X