Basic information about Candlestick.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic information about Candlestick.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein technical analysis ko Kamal karna chahte hain to iske liye aapko hamesha candlesticks ki information honi chahie jab tak aapko candlesticks ki basic aur complete information available nahin hoti hai use time tak aap market mein technical analysis complete nahin kar sakte hain isliye aaj main aapko technical analysis ko mukmmal karne ke liye candles tax ki kuchh basic information dene ja raha hun.

    What is Candlestick

    Candlestick basically aapko ek specific area aur ek khas time ke andar market ki movement se related kuchh important information provide kar rahi hoti hai Jab aap market mein candle tax ko study karte hain to ismein aapko different time frame available hote Hain har time frames mein aapko ek khas period ki movement ki information se update kiya ja Raha hota hai iski base per aap market mein pressure ko find out kar sakte hain aur apni decision making kar sakte hain.

    Types of Candlesticks

    Jab aap market mein candlesticks ko acchi tarah study karte Hain to aap isko major parts mein divide kar sakte hain kyunki iski different shapes ho sakti hai aur ine different shapes ki base per aap inko identify kar sakte hain inki different types available hoti hai aur inki integration bhi totally different hoti hai isliye aapko hamesha market mein jyada se jyada fayda hasil karne ke liye inki identification ke sath inki interpretation ka bhi Idea hona chahie aur inki different types ko acchi tarah focus karna chahie.

    Parts of Candlesticks

    Jab aap Kisi ek candlestick ko dekhte hain to ismein aapko char different parts available ho sakte hain jo ki aapko har candle mein available mil sakte hain isliye yah iski basic information hai main aap ko iska Idea dene ja Raha Hun ki Jab aapko candlestick dekhte hain to ismein aapane iske major parts ko study karna hota hai yah aapke liye one of the most important factor hota hai jo aapke liye helping information provide kar sakta hai.

    1 : Opening Value

    Market mein job ek candle start hoti hai to definitely uski ek opening price hoti hai vah ek specific value se start hoti hai Jab bhi market mein ek new candle banna start hoti hai to usmein aapko ek value show ho rahi hoti hai aur candlestick ki base per aap iski identification kar sakte hain ki Jab yah candle start Hui hai to iski opening value kaun si thi is value ko aap aasani ke sath identify kar sakte hain aur iski base per apni working kar sakte hain aur apni decision making kar sakte hain.

    2 : Highest Value

    Jab aap market mein ek candle ko find out karte hain aur uski opening values ke bad uski price regularly basis per increase ho rahi hoti hai to vah ek highest point ko touch karti hai aisi situation mein aapko upper side per ek lambi Shadow available ho rahi hoti hai jo aapko yah identify kar rahi hoti hai ki is time period mein market ki value kafi aap gai hai aur iski base per aapko market mein different locations mein pressure ko find out karna aasan ho raha hota hai isko aap market mein higher values ke naam se jante Hain.

    3 : Lower Value

    Jab market mein aap apni working kar rahe hote hain aur ek candles take ko find out karte Hain Jab ek candle open hone ke bad consistantly downwards aati hai aur uski price consistently decrease hoti hai to aisi situation mein aapko ek lower point milta hai isko identify karne ke liye aapko market mein use time period mein down site per ek Shadow available hoti hai jo aapko is lower point ki identification kar rahi hoti hai yah point bhi aapke liye bahut jyada helping platform provide kar sakta hai aur iski base per bhi aapko market mein acchi entry available ho sakti hai.

    4 : Closing Value

    Jab aap market mein closing value ko find out karte hain to ismein aapko aasani se iski identification hoti hai basically yah ko price hoti hai jis per ek candlestick close hoti hai open hone ke bad definittely market mein prices upar ya down jaati hai aur uske bad Jab market mein ek candlestick close hoti hai to uski bhi aapko definittely ek value available hoti hai is value ko aap aasani ke sath identify kar sakte hain aur ismein aapko kuchh important information provide ki ja rahi hoti hain Jo aapke liye ek helping platform available karti Hain.

    Click image for larger version

Name:	marubozu candles.png
Views:	14
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12556346

اب آن لائن

Working...
X