Discussion about Divergence in Forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Divergence in Forex trading...
    Assalamu alaikum dear for a friend ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear jab hum Forex trading business mein kaam karte Hain to hamen iski har topic aur har pattern ke bare mein complete knowledge or information he forex market ko samajhne mein madad deta hai isiliye aaj Ham baat karenge divergence aur iski types ke bare mein. Dear friends divergence ka Matlab hai ke do aisi jyada correlated that are sources ki reading ke darmiyan vah difference Jo imagine Karke aap iske concept mein clear karte hain aur aapko sometime is instrument ke signal jab milte Hain to teji ke sath kam ho rahe hote hain ek hi waqt mein yah window ke bahar vasi hote hain aur aap achanak hi dekhte hain ki har chij Apne plane order mein a chuki hoti hai to is chij ko divergence kahate Hain trading mein divergence price ki pic aur indication ki pk darmiyan wala mis match hota hai.

    What is Divergence?

    Dear friends divergence use waqt appear hota hai jab oscillating indicator yeah signal Deta hai jaise ki RSI,Macd cci,stochastic etc divergence volume indicator per bhi appear hota hai yah technical indicator se jyada vate carry karta hai lekin divergence ki training ke liye tamam Rasool har signal ke liye sem hote hain divergence ki shakal hamen yah batati hai ki price reversal hone ki taiyari kar rahi hai ya ke maujuda trent ko hi follow karti rahegi sabse pahle yah baat Jain mein rakhni chahie ke divergence khud Koi self signal Nahin hota balki market mein enter hone ke liye yah aapko basic signal Deta hai jinka hona mast hota hai aur divergence aapke signals ki verification ke liye bahut jyada helpful hota hai.

    Click image for larger version

Name:	hqdefault.jpg
Views:	1
Size:	34.8 کلوبائٹ
ID:	12556295

    Types of Divergence:

    Dear friends agar hum baat kare types of divergence ki to iski different types sakti hain lekin market mein enter hone ke liye aapko different time frames mein farks divergence ko dekhna aur on mein difference karna hota hai isiliye Ham divergence ki types ko dekhte hain divergent ki tu types hoti hai.

    Regular divergence
    Hidden divergence

    Click image for larger version

Name:	8_types-of-divergence_en.jpg
Views:	3
Size:	209.0 کلوبائٹ
ID:	12556293

    Regular Divergence:

    Dear friends regular divergence yah batata hai ki aapko train change karne ki ijazat hai ya nahin yah aapko Kafi acche signal deta hai jo ki short sel aur long ke hote hain agar divergence bearish hai to chart down trend ki movement ke liye ready ho jaega aur agar ismein for trader ko seling ke liye khud Koi preparation rakhna chahie jab vo list divergence ko indicate karta hai to trader ko Bank ke liye khud ko prepare karne ki jarurat Hoti hai kyunki chart April mein movement karne ja Raha hota hai jaise farak chat mein divergence ki different examples ho sakti hain lekin important yah hai ki oscillator ka istemal karte hue iski types ka Sahi tarike se identification ki ja sake.

    Hidden Divergence:

    Dear friends forex market mein hidan divergence continuation Trend ke bare mein Kafi acchi information provide karta hai kyunki trading terminal mein isko identify Kafi mushkil se Kiya jata hai hidden divergence aapko clearly signal provide karta hai chahe vah sel ke ho ya bye ke agar market mein hidan varjan hai market mein to usko samjha ja sakta hai aur Market mein chat ki munh mein down train mein Hogi aur agar chart police divergence appear Hoti hai to Ham samajh Lete Hain ki market aap trend mein moment karegi.

    Click image for larger version

Name:	dotdash_INV-final-Divergence-Definition-and-Uses-Apr-2021-01-41d9b314d3a645118a911367acce55a7.jpg
Views:	8
Size:	246.8 کلوبائٹ
ID:	12556292

    Conclusion:

    Dear friends agar aap forex market ko acchi tarike se analysis karne ke liye divergence ka istemal karte hain to aapko bahut acche aur perfect signal mil sakte hain jinki vajah se aap is market se achcha profit hasil kar lete hain aur aapko market ko samajhne mein bhi bahut aasani rahti hai aapko chahie ki aap is topic per jarur focus rakhen aur divergence ke jarie market ko analysis karne ki koshish karen to aap achcha profit hasil kar lenge.

اب آن لائن

Working...
X