Triple Top Chart Pattern Ko Kaisy Trade Karty Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple Top Chart Pattern Ko Kaisy Trade Karty Hain?
    Assalamu Alaikum friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur is form per acche tarike se kam kar rahe Honge forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To sabse pahle Hamen apni learning Karni Hoti Hai Taki Ham is market Mein acche tarike se kam kar sake aur apne experience ko use karte hue apni trades per profit banaa Saken Jo trader forex market Mein Achcha result lene ke liye hard work karte hain aur is market Mein acchi trading study Banakar kam karte hain vah successful Ho Jaate Hain forex market Mein discipline ke sath kam karna hota hai agar Ham is market Mein acchi planning ke sath kam Karte Hain To Hamen ismein Achcha result Milta Hai Jo traders market Mein mistake karte hain unhen is market mein nuksan ho sakta hai isliye Hamen is market Mein Soch Hamen kar kam karna chahie aur jab Ham is market Mein Koi patterns Ko Dekhkar trade Karte Hain To usmein confirmation Ka Intezar Karna chahie to Aaj Ham is form per triple Top Chart pattern ke bare mein discuss Karenge jismein aapko sari details bataenge ki aap ismein kaise is pattern ko find kar sakte hain aur ismein kaise trade lagakar Apne account per profit banaa sakte hain aur ismein apni trade ka target Kitna set kar sakte hain iski Tamam details aapko batai ja rahi hai.

    Tripple Top Chart Pattern:

    Dear friends Jab Ham market mein kisi resistance level ko dekhte hain yahan se market Koi swing level Banakar down Aati Hai To is ko turning point Kahate Hain is swing level per Jab Dobara market Jaati Hai To isko double top pattern Kahate Hain for example market Ek register level se dusri dafa takrakar down Aati Hai To vahan per double tap pattern banta hai aise hi Jab market Teesri dafa is registence level per jaati hai aur vahan se down Aati Hai To vahan per Jay market triple top banati Hai vahan per Jab market is registers level per jaati hai aur koi revers candle banati Hai jisse Hamen pata chal Jata Hai To yahan se market down a sakti hai to vah triple top candles take pattern hota hai yahan se Ham down side ki trade Laga sakte hain ismein sabse Jyada fayda tab hota hai Kyunki Jab market triple top pattern banati hai to ismein stop loss bahut hi kam hota hai aur ismein target Kafi Jyada hota hai Kyunki triple top Se Jab Ham trade Lagate Hain to ismein support level Hamara target hota hai vahan Tak Ham apni trade ka target set Karke trade se profit Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	15
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12556270

    Tripple Top Par Trade Kaisy Lagye:

    Dear friend Jab ham triple top pattern ko find Karte Hain To ismein Hamen trade Lagane ke liye thoda sa Intezar Karna Hota Hai jaise ki market Mein triple top pattern ban raha hai To Hamen iski confirmation Ka Intezar Karna Hota Hai Jab market ismein Koi reversal candle banati Hai To Hamen yah pata chal jata hai ki market is Resistance level ko break nahin kar sakegi aur yahan se down movement Karegi Agar Hamen H4 time frame Mein triple top pattern Milta Hai To Hamen isase Chhote time frame ke andar Koi reversal pattern find karna hota hai ya ismein koi Veeresh and girlfriend candles take pattern dekhna hota hai Jaise hi market Chhote time Prem Ke Andar Koi candlestick pattern banati Hai jisse Hamen yah confirmation mil jaati hai ki market Ne abhi down side per movement karni hai To Ham vahan se trade open kar sakte hain aur ismein Hamen Kafi Achcha target Mil Jata Hai Jo trader forex market Mein confirmation ke bad Lagate Hain vah ismein Apna target aasani ke sath Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	42
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12556271

    Target Ko Kaisy Set Kary:

    Dear jab market Mein Ham Koi bi trade open Karte Hain To Hamen sabse pahle yah Pata Hamen chahie ki Hamari trade kaun se time frame ke hisab se active hui hai agar Ham Kisi Chhote time frame Mein trade Lagate Hain To iska target bhi thoda sa set karna hota hai agar Ham is market mein kisi Bade time frame ke hisab se trade open Karte Hain To ismein Ham Apna target Jyada Rakh sakte hain iske sath market ki movement ko Ham Dekh Kar yah observe Karte Hain Ki market Mein Itni fast movement ho rahi hai aur Market Hamara target Kitni aasani ke sath hit kar sakti hai agar market mein Humne Koi trade open ki hai aur Market Mein volume Kafi Jyada Hai To Ham Apna target Jyada Rakh sakte hain Kyunki market ismein Jyada volume ke sath trade ki Ja Rahi Ho To Hamara target aasani ke sath hit ho jata hai aise hi Agar Ham is market Mein Koi Bhi trade Lagate Hain to uska target set karne ke liye resistance level aur support level ko mind Mein rakhkar Apna target set karna Hota Hai Jab market Kisi bhi support level ya resistance level per jaati hai aur Hamara target vahan per hota hai to aasani ke sath hit ho jata hai agar Ham is market mein time frame Ko Dekhkar Apna target set Karte Hain To ismein Hamen Kafi Jyada ummid hoti hai ki Hamara target aasani ke sath hit ho jaega aur ham apni trade ko aasani ke sath close kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	7
Size:	25.1 کلوبائٹ
ID:	12556272

اب آن لائن

Working...
X