Details of Demand And Supply Zone in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Demand And Supply Zone in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai supply and demand zone kya hai.

    What is Supply And Demand:

    Dear member Forex trading market ki next position ko Maloom karne ke liye jaruri hai ki market Mein Ham indicators ka sahi tarah se use Karen market ka Har EK point ko sahi tarah se sikhe market mein bahut Sare indicator aur chart pattern Hamare liye market ki next position ko Maloom karne ke liye bahut important point de rahe hote hain forest trading market Mein Khas value aur Market Mein supply aur demand ke hisab se move kar rahi Hoti Hai Is vajah Se koshish karen ki market ki next position ke liye Ham Aise indicators ka use Karen Jo market ki next position ko Hamare liye perfect Taur per De sake for trading Mein currency market Mein demand aur supply ki vajah se movement Karti Hai Jab Bhi market Mein demand ya supply Jyada ya kam ho jaaye to usse market mein currency ki movement per Asar Hota Hai forest trading Mein supply Jab jyada ho jaaye to isase market Mein demand Jyada Ho Jaati Hai market Mein price upward move karna start karti hai but Agar market Mein demand kam ho jaaye aur reply jyada ho jaaye to isase market Mein demand kam hoti hai aur Market ki Munh Mein down word hoti hai aur Agar market Mein supply aur demand hai Jaise hoti hain to isase market Mein movement side mein ya Sidhi Hoti Hai Kyunki forest trading Mein currency taiyar ki condition Mein Hoti Hai To Agar Ek pair ki demand Jyada Hoti Hai To usse dusre pair ki demand kam hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (10).png
Views:	10
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12556161

    Demad Zone:

    Dear demand zone Hamesha price ke bottom Mein use time Banta Hai Jab Bhi price ko Masjid down Jaane Mein dushwari ka Samna karna padta hai yah Jon ek strong bullish trend create Karti Hai Jiske bad price UP world move karna start Karti Hai demand zone per supply kam hone se Bole friend reversal per strong white ya green candle banti hai jo price ko musalsal upward push karti hai.

    Supply Zone:

    Supplies on Kisi bhi acid ki wo value Hoti Hai Jahan per Aksar price ko resistance level ka Samna karna padta hai Jab Bhi price ke top ya bullish trend Mein price bahut jyada upward chal Jaati Hai to use top position per Aksar isko Masjid upworld Jaane per rukavat Ka Samna karna padta hai is position per asset ki demand kam hoti hai jisse price girna start Hoti Hai price ke Girne se bearers trend banta hai jisse black ya red candle banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-04T112148.817.png
Views:	11
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12556162

    Trading With Supply And Demand Zone:

    Supply aur demand zone price ke liye trend reversal ka zone Hota Hai Jab Bhi Kisi currency jode commodities ki supply Jyada hoti hai to use time usko resistance level ka Samna karna padta hai Jahan se Veer stand reversal hota hai bear stand reversal hone ki vajah se price Teji ke sath down girna start Karti Hai supply zone per demand kam hoti hai Jis per Sel ki entry ki Ja sakti hai demand zone per trading ke liye jaruri hai ki position ek strong support level bhi Hona chahie Jahan se price bar bar reject Ho Jaati Hai demand Jon per currency jode ya commodities price upward Jaane start Karti Hain Jis per market Mein buyer active ho Jate Hain aur Yahan per buy ki entry hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-09-04T112156.006.jpeg
Views:	5
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12556163

اب آن لائن

Working...
X